Hi Friends
Aaj hm es Post Me Jaanne ge ki kis Parkar se Hm Online Pan
Card Ka Status check kare. Dosto Aap to jante hi honge ki Government ne Aajkal
Har chij ka Suvidha Net pe De Rakha hai. Chahe vo koi bhi kaam ho Net se kisi
chij ka booking karna ho ja. Aap ko koi Bhi Forum bharna hai. Jo koi bhi
Government kaam karna ho sab Kuche ki Suvidha aap ko Net pe mil jaata hai.
Phele Dosto Aap ko kisi bhi kaam ke bare me pta karna hota tha to aap ko vo kaam karvane ke liye ya Kisi chij ka Status Check karne ke Liye baar-baar aap ko Office jaana Hota tha par ab friends aap ko her ek chij ki Suvidha Aap ke Phone me De rakha hai. Jarurat hai to Net ka or Knowledge ka Dosto Aap ke pass Aagur ye do chij hai to Aap koi bhi kaam Ghar Baithe kar Sakte ho.

Online Pan Card Ka Status kaise Check kare.
Dosto Online Pan Card ka Status Check karne ke liye aap ke Pass khud se Related Information hona
chahiye esme Main aap ko dhyan rakhna hai. Apne Phone No. Ka.
1. Dosto sabse Phele aap ko Government Incometax ke Website
pe jaana hai. Jaanne ke liye yha Click kare.
2. Ab aap ko Know Your Pan Card pe click karna hai. Aap
niche Image screen shot me dekh sakte hai.
3. Ab Friends Aap ke Saamne ek Forum Open hogya hoga friends
Yha pe Aap ko Apna Information dena hai.
* 1 pe aap ko apna sur name bharna hai.
* 2 pe aap ka koi Middel Name hai to bhar de nhi to blanks
hi chod de.
* 3 pe aap ko apna First Name Bharna hai.
* 4 pe aap ko apna Status fill karna hai aap aagur khud ke
liye kar rhe hai to Indivisual fill kare. Aagur aap Koi Company ke liye kar rhe
hai to Company Select kare. Or bhi esme kai Option hai dhyaan se bhare.
* 5 pe Aap ko apna Gender Selsect karna hai.
* 6 pe Aap ko Apna Date of Birth Select karna hai.
* 7 pe Aap ko Apna Mobile No. Fill karna hai.
Or jab aap ye pura details bhar de to ek baar Check karle ki
ye Information Sahi hai ya nhi aagur sahi hai to Submit pe click kar de.
4. Ab friends Aap se vo OTP Code maange ga Jo Mobile no. Aap
ne fill Kiya tha uspe ek OTP Code Aaya hoga vo OTP Code Aap ko yha Bharna hai.
OTP Code Bharne ke baad Validate pe Click karna hai.
5. Ab Friend aap ke Saamne Jo Page Open hoga usme Aap ke Pan Card ka Details hoga Aap Last me Dekhenge to Vha Pe Active ya fir Panding estrhe ka kuche likha hoga. Aagur Active likha hai to Matlab ki Aap ka Pan Card Sahi hai.
Es trhe se Friends Aap ye bhi jaan sakte ho ki aap ka Pan Card Block hai ya nhi To Friends Aap ek baa res Process Ko jarur use kare. Aap ka bhut help hoga Aap ko baar – baar Kachri jane ki Jarurat nhi Padega Aap ghar baithe Online Check kar sakte hai.
Ok Friends Aaj ke es post me Bs Itna Hi Dosto Aap ko ye Post
Pasand Aaya hota Please Share or Comment jarur kare. Aagur Friends aap ko
kisi bhi parkar ka Problem ho Ya Aap ko
koi Question ho to Please Mujhe Comment Jarur kare.
Ye Bhi Padhe.
* Business Ko Free me Promote Kaise Kare
* Perfect Success Pane ke liye Blog ko Maintain Kaise kare
* Website Ka Search Speed kaise Badhaiye.
* Domain ko Phone se Blog Pe Kaise Lagaye.
* Blogging Se Related Top5 Question & Answer.
* Blog Ka Trafic kaise Badhaye 5killar Tips.
* 4 Mistake Jo Blogger ko Le jata hai Asafalta Ki Or.
* Hacker Se Apna Website Kaise Secure kare.

Online Pan Card ka Status Kaise Check Kare
Reviewed by Rishav Rai
on
August 19, 2017
Rating:
No comments: