1Minute Me Blogging Me Success Kaise Paye 100% Original Trick.

Hi Friends

Aaj hm es Post me Janege ki Hm Kis Parkar Se Kisi bhi Website Ka Record Check kare. Or 1Min me Success kaise paye. Dosto ye Post Aap ke Liye bhut jada help full hoga aagur aap ek Blogger hai to Kyo ki Friends aap log to jante hi ho ki Blogging me Success pane me bhut time lagta hai. Kai log Mhenat ke kaaran to jaldi hi Success pa lete hai. Lekin log Kuche Problem kar ke bhut time lga dete hai success pane me jise unka Income Bhi thik se nhi hota. Lekin friends Success pane ke Tarike bhi bhut hote hai. Bs aap ko Mhenat or thora dimaag lagane ki jarurat hota hai. Es liye Friends Aap mhenat kare.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Vaise to friends Aap ko Blogging pe Success pane ke Net pe Aap ko Bhut se Trick mil jayenge jinme se kuche trick work karte honge or kuche nhi. Lekin friends jo trick mai btane ja rha rha hu Use 100% Benefit hoga lekin aap ko bs 2Time Mhenat karna hoga Es Trick ko Apply karne ke liye. Lekin ha Friends Aagur aap ne Es Trick me Thora sa bhi late kar diya to Aap ko koi Fayda nhi ho ga. Es liye friends aap ko es chij ka dhyan rakhna hog a Friends mai sabse phele aap ko es liye ye bta rha hu kyo ki Baad me aap ko Problem n ho or Aap Work pe dhyaan  Dete rhe.

1Minute Me Blogging Me Success Kaise Paye.

Dosto Success pane ke liye aap ko ek Website ka Help lena hai. Jiska Name Hai Whois Dosto ye Website bhut hi jada best website hai kyo ki Friends Aap jise hi es Website ko Open karte ho Or Esme Website name daalte ho kisi ka bhi aap ko pura details De deta hai us website ka. Jise aap ko bhut jada fayda hoga. Vo hm Step by Step jaanege ki kaise hoga Fayda.

1. Dosto sabse Phele Aap ko Whois Website ko Open karna hai Open karne ke liye yha pe Click kare.

2. Dosto aap Image me dekh sakte hai jha pe Maine Arrow Lagaya hai. Vha pe Aap ko Ek Domain name Daalna hai.
3. Dosto Domain name Daalne ke  baad aap ko Search pe click karna hai.

4. Dosto jaise  hi aap Search pe Click karenge Us Website Ka Details Aagya  hoga. Usme aap ko Website ke kuche Important Details Diya hoga.
* Jaise Domain Register karne Wale Ka Name.
* Domain Register Karne Wale Ka Email ID.
* Domain Name Kab Register kiya gya Uska Date.
* Domain Firse Kab Register  kiya  gya.
* Domain kab Expiry hoga.


Ye Sara details aap ko Dega Kai baar Friends aap ko Domain Name Likh kar Search karne ke baad Aap ko Ek jghe Pe or Ok Pe Click karna Padta hai. Aap image me dekh sakte hai Ki Kha pe fir se Click karna hai. Dosto fir jaise hi aap Arrow wale jghe pe click karte ho Aap ko pura details Mil Jayega.

Dosto mai janta hu Ab Aap ke mn me Ek Question hoga ki hme eska fayda kaise hoga. Dosto kuche  Blogger to smjh Hi gye honge ki iska Fayda kaise Uthana hai. Aagur Aap ko nhi pta to Friends Tension ki koi baat nhi hai. Mai Aap ka Pura help karunga.

Whois Website Se Paise Kaise Kamaye.

1. Sabse Phele friend aap ko Search Box me Koi bhi Domain ka Name Daalna hai. Jiska Aap ko pta ho ki ye Kafi jada Popular Site hai. Friends use Search kar ke Us Site ka Information Nikalna hai.

2. Dosto fir aap ke Samne Information Show ho jayega.

3. Dosto aap uska Expiry Date Check karle or Us Date Ko Aap use Phele Renew Apne Name Pe Karle Ta ki aap ko profit ho Aap use vapus dene ke liye aap use Paise le sakte hai ya Fir aap us Domain ko Apne Website pe use kar sakte hai. Jise Aap ka Website Popular ho sake.
4.Dosto aap koi bhi Popular Domain ko Apne Name Pe Register kar lete hai to ese Aap ko bhut fayda hoga. Bs isme aap ko thora sa Mhenat karne ki jarurat hai. Or aap kabhi bhi Ek Website Pe Nazar na rakhe. Dosto ye Aap ko Paise Kamane Ka Bhut Ascha Tarika hai.

Ok Friends aaj ke es post me bs itna hi. Friends Aagur aap ko ye Post Ascha lga ho to please Es Post Ko Share jarur kare. Or hme Comment kar ke Btaye ki aap ko ye Post kaisa lga. Or hmare Social Media Page or Group ko Like Or Join jarur kare.

1Minute Me Blogging Me Success Kaise Paye 100% Original Trick. 1Minute Me Blogging Me Success Kaise Paye 100% Original Trick. Reviewed by Rishav Rai on August 23, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.