Hi Friends
Aaj hm es Post me Jaanege Best Social Site konse hai Post
Promote karne ke liye. Aagur Friends aap ek Blogger hai, To aap ko Apne Website
ya Post Promote karne ka Jarurat Jarur padta hoga. Kyo ki hm Traffic ke liye
sirf Search Enginee pe Depend nhi rhe sakte. Kyo ki hme agur Blog se Profit
lena hai, To hme apne Website pe bhut sare Traffic ka jarurat padta hai. Kai
New blogger ko pta nhi hota ki hm apne Post ko Promote karne ke liye
Konse-Konse Social Site pe Post Share kar sakte hai.
Ya fir Online kitne Social Site hai. Jha pe hm apne Website
ko Promote kar sake. Or Hmare Website pe Traffic aa sake. Ek chij ka aap Dhyaan
rakhe Aapp jitna Apne Post ko Share karenge utna jada aap ko Profit hoga. Agur
mai aap ko apne Btau to mai Apne Facebook pe Hmesa apne Website se Related
kuche na kuche Post karta rheta hu. Maine Jab se blogger Start kiya hai. Mai
sabse jada apne Website post ko hi Share kiya hai. Agur aap ko Apne Website ko
Search Enginee me Rank karvana hai, To aap ko Apne Website ko Seo karna hoga.
Aap ko Apne Post ko Rank Karane ke Liye Seo ka Khas dhyan rakhna padta hai.
Jise aap ka Website Rank ho sake or Aap ke Website pe Search Enginee se Traffic
aa sake.
Par Friends Apne Website ko Full Seo Karne ke liye Bhut
Mhenat ka Jarurat padta hai. Aagur aap chahte hai Ki aap ke Website pe Search
Enginee se best Traffic aaye to aap ko Apne Website ke Post me Best Keyword use
karna hoga. Jise aap ke Post Google me Rank ho. Par apne Website ko Full seo
Maintain karna bhut Muskil hota hai. Ise liye hm yha pe Social Media Network ka
Shara lete hai. Es liye mai aap ko yha pe Best Social Site ke Name btaunga Jha
pe aap apne Website ko Promote kar sakte hai.
Best Social Site konse hai Post Promote karne ke liye
Hm Yha pe Har ek best Social Site ke baare me jaanege jha pe
Hm bhut hi aasani se apne Post ko Promote kar sakte hai. Or ye Sare Method aap
ko bilkul free hai. In Social Media Network pe Apne Post ko Share karne me Koi
Charge nhi lagte hai. Aap in Social Site pe Post Share kar ke Best Traffic la
sakte hai Apne Website pe. Aap yha pe Best High Quality ka Backlink bna sakte
hai. Jise aap ko hmesa Traffic milte rhega.
1. Facebook:- Post ko Promote karne ke liye aap ko Facebook
kma use jarur karna chahiye. Yha se aap ko Best Traffic mil jayega. Facebook pe
1.5 billion se bhi jade users Active rhete hai. Apne Website ko Promote karne
ke liye. Facebook pe Aap ko Apne Post Promote karne ke bhut se Facility mile
jayenga jise ke Help se aap Traffic Gain kar sakte hai. Ise ke liye aap
Facebook Page bna sakte hai.
2. Google+:- Aap ko Google+ me bhi Post Share karne ka
Option milta hai. Ye bhi same aap ko Facebook ke trhe hi Facility deta hai.
Isme bhi aap apne post ke jariye Apne Website pe Traffic paa sakte hai. Google+
Social Site bhi ise samaye bhut se Person use kar rhe hai. Google+ Social Site
bhi Bhut hi Popular site hai.
3. Twitter:- Aap Twitter ke bhi Through apne Website ko
Promote kar sakte hai. Yakin maniye Friends Aap Twitter ke Through apne post ko
140Words me Timeline me la sakte hai. Or ye Yaise Social Site hai. Jha pe bhut
Popular Person Daily Kuche na kuche Promote karte rhete hai. Twitter me aap
Hasgtags ka Use jarur kare apne Post me. Hasgtags Se aap ka Post bhut jada
viral hota hai.
4. Linkedin:- Lnkedin bhi ek best site hai vaise to ise log
Jobs ke liye jada use karte hai. Isme aap ko Apna Resume dena hota hai. Aap
apne Post ko Resume ke trhe use kar ke Website pe Traffic la sakte hai. ye
Website aap ke Kisi bhi Business ko Promote karne me bhut help karta hai. Aap
Linkedin Website ko Blog ke lihye jarur use kare.
5. Whatsapp:- Aap Whatsapp ko Bhi use kar sakte hai. Apne
Website ko Promote or Kisi bhi Business ko Promote karne ke liye. Aap Whatsapp
pe Group bna sakte hai. Fir Group ke andur aap apne Website ko or Kisi bhi
Busness ko Promote kar Paise kma sakte hai.
6. Pinterest:- Pinterest ek Image Sharing Website hai. Aap
ko Jo bhi chij Share karna hai, Vo aap ko Image ke davara hi Share karna
padega. Aap ko Pinterest Se Traffic pane ke liye Attrective Image Share karne
ki jarurat hai. Jise aap ka Traffic Increase ho sake.
7. Tumblr:- Tumblr Site bhut hi Perfect site hai. Aap yha pe
Har parkar se Apne Website ko Promote kar sakte hai. Tumblr me aap ko Post, Image, Video or Quotes Ke jariye
Share karne ka Facility de rha hai. Aap in ke davara Apne Post ko Share kar
sakte hai. Aap ke Website pe Traffic aa sakte hai.
8. Youtube:- Aap Youtube pe Apne Post se Related Video bna
kar Published kar sakte hai. Aap apne Video pe Apna Website Link or Video ke
Description pe bhi Apna Website link de kar Traffic gain kar sakte hai.
9. Instagram:- Aap Instagram me Bhi Apne Post ko Share kar
sakte hai. Par aap Yha pe Website Link Share nhi kar sakte hai. Aap ko yha pe
Ek Attractive Image Share karna padega ta ki Aap ke Image ko Dekh kar pta chale
sake ki Aap ka Image kise chij se Related hai.
10. Reddit:- Reddit Me aap apne Post ko Share kar sakyte
hai. ye bhi bilkul Tumblr ke trhe hi
work karta hai. Aap agur ek blogger hai, To Aap ko Reddit or Tumblr Social Site
ko Jarur use karna chahiye jise aap ke Website pe Best Traffic aa sake.
Ye the Friends mere kuche Point Social Site ko Lekar Agur
Aap ek Blogger hai, To aap ko ye Point ko Jarur use Karna chahiyte or apne Post
ko In sabhi Social Site pe Share Karna chahiye ta ki aap ko best traffic mile
sake.
Ok Friends Best Social Site konse hai Post Promote karne ke
liye Post me bs itna hi. Agur Friends aap ko ye Post pasand Aaye to Please aap
Comment jarur kare. Agur Friends aap ko kisi bhi Parkar ka Problem ho ya aap ka
Koi Question hoto Please Aap Mujhe Comment jarur kare. Mai aap ka Jarur help
karunga. Hmare Social Media Network Ko Like, Share or Join Jarur kare.
Ye Bhi Padhe.
* Google Drive se Delete hue File ko Recover kaise kare
* 5 Different Types WordPress Hosting
* Pan Card ko SBI Bank Account ke sath kaise link kare
* BitCoins ko Kaise Buy or Sell kare
* Insurance Policy ko Aadhaar se Kaise Link kare
Ye Bhi Padhe.
* Google Drive se Delete hue File ko Recover kaise kare
* 5 Different Types WordPress Hosting
* Pan Card ko SBI Bank Account ke sath kaise link kare
* BitCoins ko Kaise Buy or Sell kare
* Insurance Policy ko Aadhaar se Kaise Link kare
Best Social Site konse hai Post Promote karne ke liye
Reviewed by Rishav Rai
on
December 31, 2017
Rating:
No comments: