Pan Card ko SBI Bank Account ke sath kaise link kare

Hi Friends

Aaj hm es Post me jaanege ki kaise hm Apne Pan Card ko SBI Bank Account ke sath kaise link kare. Friends Jaisa ki Aap jante hi honge ki ab aap ko Bank ya fir jo bhi Account se Related Application ya fir koi bhi Bank hai, To aap ko Apna Pan Card Register karvana jaruri ho gya hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Agur Friend aap Pan Card Register karane ke Date tk agur aap Pan Card Register nhi karvate hai, To aap ka Bank Account Close ho jayega. Jise ke Kaaran aap ke Bank se Related Sare Services Close kar dega. Aap koi bhi Transaction ke Liye Debit Card ya Netbanking Services bhi nhi use kar payenge. Friends Aaj mai aap ko es Post me Online Pan Card Ko Register karne ke baare me btaunga.

* Aadhaar Card Bank Account se Link hai ya Nhi kaise Pta kare
* Online Vehicle Insurance Kaise Buy kare

Es Suvidha ke Liye Friends Aap ke Pass SBI ka Internet Banking hona jaruri hai. jise Aap apne Pan Card Ko Online Apne SBI Bank Account me Register kar Payenge. Jaanne ke liye Friends Aap es Post ko pura thik se Or last tk Padhe.

Pan Card ko SBI Bank Account ke Sath kaise Link kare

Sabse Phele Friends Aap ke Pass SBI Bank Ka Internet Banking hona jaruri hai.

Step1:- Sabse Phele aap Internet Banking ke Online Website pe jaye. Jaane ke Liye yha Click kare.

Step2:- Ab aap ko Login New Version pe Click kare. Fir aap ko Next Page pe Continue to Login pe Click kare.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Step3:- Ab aap ko Friends Apne User Id Or Password Bhar kar Login pe Click karna hai.

Step4:- Ab aap e-Services pe Click kare or Scroll Down kare aap ko Pan Registration pe Click karna hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Step5:- Ab aap Friends Profile Password fill kare or Ok pe Click kare.

Step6:- Ab aap ko Friends Right Side pe Register Pan Card Ka Option de Rha hoga aap vha pe Click karde.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Step7:- Ab Friends Aap ke Account ka CIF Number Select ho jayega. Ab aap apna Pan Card Number Two time fill kare or Submit pe Click kare.

Step8:- Ab aap ko Pan Card Number ko Confirm karne ko khe ga Confirm pe Click karde.

Step9:- Ab Friends Aap ke Register Mobile Number par ek OTP Code gya hoga aap us OTP Code ko yha pe Fill karde or Confirm pe Click kar de.

Step10:- Ab Friends aap ko Screen pe Successful ka Message Show ho jayega. Fir Friends aap kuche Day ya  Hour ke Andur aap ka Pan Card Verify ho jayega. Aap Status pe Click kar Status bhi Check kar sakte hai.

Ise Parkar se Friends aap apne Pan card ko Bank Account ke Sath link kar sakte hai. Aap Friends mere btaye gye Step ko Follow kare. Aap kafi Easy se Apne Pan Card ko Bank Account ke Sath link kar lenge.

Ok Friends Pan Card ko SBI Bank Account ke sath kaise link kare Post me bs itna hi Agur Friend Aap ko ye Post Pasand Aaya hoto Please Aap es Post Pe Comment kare. Agur Friends aap ko kisi bhi Parkar ka Problem ho ya aap ka koi Question hoto Please Aap Mujhe Comment jarur kare. Mai aap ka Pura help Karunga. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join jarur kare.

Ye bhi Padhe
* BitCoins ko Kaise Buy or Sell kare 
* Insurance Policy ko Aadhaar se Kaise Link kare 
Pan Card ko SBI Bank Account ke sath kaise link kare Pan Card ko SBI Bank Account ke sath kaise link kare Reviewed by Rishav Rai on December 10, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.