Hi Friends
Es Suvidha ke Liye Friends Aap ke Pass SBI ka Internet Banking hona jaruri hai. jise Aap apne Pan Card Ko Online Apne SBI Bank Account me Register kar Payenge. Jaanne ke liye Friends Aap es Post ko pura thik se Or last tk Padhe.
Aaj hm es Post me jaanege ki kaise hm Apne Pan Card ko SBI
Bank Account ke sath kaise link kare. Friends Jaisa ki Aap jante hi honge ki ab
aap ko Bank ya fir jo bhi Account se Related Application ya fir koi bhi Bank
hai, To aap ko Apna Pan Card Register karvana jaruri ho gya hai.
Agur Friend aap Pan Card Register karane ke Date tk agur aap
Pan Card Register nhi karvate hai, To aap ka Bank Account Close ho jayega. Jise
ke Kaaran aap ke Bank se Related Sare Services Close kar dega. Aap koi bhi Transaction
ke Liye Debit Card ya Netbanking Services bhi nhi use kar payenge. Friends Aaj
mai aap ko es Post me Online Pan Card Ko Register karne ke baare me btaunga.
* Aadhaar Card Bank Account se Link hai ya Nhi kaise Pta kare
* Online Vehicle Insurance Kaise Buy kare
* Aadhaar Card Bank Account se Link hai ya Nhi kaise Pta kare
* Online Vehicle Insurance Kaise Buy kare
Es Suvidha ke Liye Friends Aap ke Pass SBI ka Internet Banking hona jaruri hai. jise Aap apne Pan Card Ko Online Apne SBI Bank Account me Register kar Payenge. Jaanne ke liye Friends Aap es Post ko pura thik se Or last tk Padhe.
Pan Card ko SBI Bank Account ke Sath kaise Link kare
Sabse Phele Friends Aap ke Pass SBI Bank Ka Internet Banking
hona jaruri hai.
Step2:- Ab aap ko Login New Version pe Click kare. Fir aap
ko Next Page pe Continue to Login pe Click kare.
Step3:- Ab aap ko Friends Apne User Id Or Password Bhar kar
Login pe Click karna hai.
Step4:- Ab aap e-Services pe Click kare or Scroll
Down kare aap ko Pan Registration pe Click karna hai.
Step5:- Ab aap Friends Profile Password fill kare or Ok pe
Click kare.
Step6:- Ab aap ko Friends Right Side pe Register Pan Card Ka
Option de Rha hoga aap vha pe Click karde.
Step7:- Ab Friends Aap ke Account ka CIF Number Select ho
jayega. Ab aap apna Pan Card Number Two time fill kare or Submit pe Click kare.
Step8:- Ab aap ko Pan Card Number ko Confirm karne ko khe ga
Confirm pe Click karde.
Step9:- Ab Friends Aap ke Register Mobile Number par ek OTP
Code gya hoga aap us OTP Code ko yha pe Fill karde or Confirm pe Click kar de.
Step10:- Ab Friends aap ko Screen pe Successful ka Message
Show ho jayega. Fir Friends aap kuche Day ya
Hour ke Andur aap ka Pan Card Verify ho jayega. Aap Status pe Click kar
Status bhi Check kar sakte hai.
Ise Parkar se Friends aap apne Pan card ko Bank Account ke
Sath link kar sakte hai. Aap Friends mere btaye gye Step ko Follow kare. Aap
kafi Easy se Apne Pan Card ko Bank Account ke Sath link kar lenge.
Ok Friends Pan Card ko SBI Bank Account ke sath kaise link
kare Post me bs itna hi Agur Friend Aap ko ye Post Pasand Aaya hoto Please Aap
es Post Pe Comment kare. Agur Friends aap ko kisi bhi Parkar ka Problem ho ya
aap ka koi Question hoto Please Aap Mujhe Comment jarur kare. Mai aap ka Pura
help Karunga. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join jarur kare.
Ye bhi Padhe
* BitCoins ko Kaise Buy or Sell kare
* Insurance Policy ko Aadhaar se Kaise Link kare
Ye bhi Padhe
* BitCoins ko Kaise Buy or Sell kare
* Insurance Policy ko Aadhaar se Kaise Link kare
Pan Card ko SBI Bank Account ke sath kaise link kare
Reviewed by Rishav Rai
on
December 10, 2017
Rating:
No comments: