Hi Friends,
1. Sabse Phele Aap ko Apna Aadhaar Card Ka 12Digit fill karna hai.
Aaj hm es Post me jaanege ki Aadhaar Card Bank Account se
Link hai ya Nhi kaise pta kare. Friends jaisa ki jaante hi honge ki aajkal
Aadhaar card Proof Hmare liye kitna jaruri hai. Ab aap koi bhi Work ke liye
Apply kare ya kai Form bhare har jaghe pe aap ko Aadhaar card dena hi hota hai.
Kyo ki Bina Aadhaar card ke Aap ko koi bhi job nhi Deta hai. Proof me sabse
jada dimand Aadhaar card ka hi hai. Phele ek samye tha jab Voter card ke liye
bhut hi paresaan hona padta tha lekin ab log Aadhaar card banva rhe hai. Kyo ki
ab Aadhaar card Hmare liye bhut hi Important hai.
Aadhaar Card banane ke liye Government ne Harek area me Aadhaar card Camp lagaye the. Jise logo ko Aadhaar Card banvane ke liye Problem n ho. Government ne Ab har ek Purane or New Account ke sath Aadhaar card Link karvane ka Notice diya tha. To Friends Ise Phele Maine Post me btaya tha ki Aadhaar card ko Bank Account ke Sath kaise Link kare. Aap apne Aadhaar card me Diye Thumb ke Help se Paise Nikaal bhi Sakte hai.
Aadhaar Card banane ke liye Government ne Harek area me Aadhaar card Camp lagaye the. Jise logo ko Aadhaar Card banvane ke liye Problem n ho. Government ne Ab har ek Purane or New Account ke sath Aadhaar card Link karvane ka Notice diya tha. To Friends Ise Phele Maine Post me btaya tha ki Aadhaar card ko Bank Account ke Sath kaise Link kare. Aap apne Aadhaar card me Diye Thumb ke Help se Paise Nikaal bhi Sakte hai.
Aadhaar Card Bank Account Se Link karne ke mai aap ko 3Triks
btaunga jise aap bhut hi Aasani Se apne Aadhaar card ko Bank Account ke Sath
Link kar sakte hai. Aap ko bs Thorasa Net ka Knowledge hona jaruri hai. Baki
aap ka Help mera ye Post karega.
Aadhaar Card Bank Account ke Sath Link hai ya nhi Jaane.
Sabse Phele mai aap ko 1st Option UIDAI website
ke help se kaise check kare ke baare me btaunga.
Step1:- Sabse Phele aap UIDAI website pe Jaaye jaane ke liye
yha pe Click kare.
1. Ab aap Scroll Down karenge to aap ko Aadhaar Service me Check
Aadhaar & Bank Account Linking Status ka Option de rha hoga sabse Niche aap
Image me bhi Dekh sakte hai. Uspe click kare.
Step2:- Ab aap ke Saamne ek Page Open hua hoga usme aap ko Ab
Sabse Phele Apna Aadhaar details bharna hai.
1. Sabse Phele Aap ko Apna Aadhaar Card Ka 12Digit fill karna hai.
2. Ab aap ko Vha diye gye Captha Code ko Fill karna hai.
3. Ab aap Niche dekhenge to aap ko Send OTP Ka Option de rha
hai. Aap vha pe Click kar de.
4. Ab aap ke Mobile Number par Ek OTP Code aaya hoga Aap vo
bhar de or Verify Pe Click karde.
Ab aap ke Saamne Message show ho jayega ki aap ka Aadhaar
konse Account ke Sath Joint hai
Triks 2.
Maine Phele Online Trick btaya tha ab Mai aap ko SMS ke jariye
Kaise pta kare Aap ka Aadhaar Bank Account ke Sath link hai ya nhi.
Step1:- Sabse Phele Aap Apne Mobile Phone me Dilaer Open
kare.
1. Ab aap ko vha pe *99*99#, *99*99*1# Type kar Call karna
hai.
2. Ab aap ke Saamne Message Show hoga or Aap ko Option
choose karna hoga.
Step2:- Ab aap ko Bhut Saare Option show honge.
1. Aap ka Aadhaar card Bank Account ke sath link hai ya nhi
jaanna chahte hai, to 1 Option ko choose kare, or Ok pe click kare.
2. Ab aap ko 12Digit ka Aadhaar Card Number bharna hai, or
fir Ok pe Click karde.
3. Ab aap ko ek baar firse Aadhaar number Confirm karne ko
khega aagur sahi hai, to Confirm kare nhi to 2Option choose kar firse Aadhaar
Number Fill kare, or Ok pe click kare.
Triks 3.
Ab aap ke pass dusra tarika hai. Apne bank ke branch me ja
kar status jaan sakte hai. Aap ka Aadhaar Card Bank Account se Link hai ya nhi.
Step1:- Sabse Phele aap ko Apna Aadhaar card or Bank Account
Passbook lekar Bank jaana hai.
Step2:- Ab aap vha se Kisi se bhi puchele ki aap ko Check
karna hai. Aap ka Aadhaar Card aap ke Bank Account ke Sath link hai. ya nhi To
fir aap ko jha pe Btaya jaaye us Person ke pass jaaye or Apna Problem btaye vo
aap ka Pura help karenge.
Ise Parkar se friends Aap apna sare Problem solve kar sakte
hai. Ye sab se Aasaan triks hai. Aap ka Bank Account Aadhaar Cards se link hai
ya nhi Jaanne ke liye.
Aaj aap ne Aadhaar Card Bank Account se Link hai ya Nhi
kaise pta kare Post me 3Triks jaane hai. Agur Friends aap ko ye Post Ascha lga hoto
Please Aap es Post pe Comment jarur kare. Agur Friends aap ka kisi bhi parkar
ka Question ho ya aap ko koi Problem ho To Please aap mujhe Comment jarur kare
mai aap ka Pura help karunga. Hmare Social Media Network ko like, Share or Join
jarur kare.
Ye Bhi Padhe.
* File Upload ke liye Dropbox Account Kaise Create kare
* Apne Google Plus Profile Me Followers Badhane ke 5Killer Tips
* Facebook page par Live Stream kiye gye Video ko Record kaise kare
* IBM.com website se dofollow backlink kaise banaye
* File Upload ke liye Dropbox Account Kaise Create kare
* Apne Google Plus Profile Me Followers Badhane ke 5Killer Tips
* Facebook page par Live Stream kiye gye Video ko Record kaise kare
* IBM.com website se dofollow backlink kaise banaye
Aadhaar Card Bank Account se Link hai ya Nhi kaise Pta kare
Reviewed by Rishav Rai
on
November 25, 2017
Rating:
No comments: