Hi Friends,
Aaj Hm es Post me Janege File Upload ke liye Dropbox Account
Kaise Create kare ke Baare me. Agur Friends aap Online Work karte hai, To aap
ko Kai baar Online Data Store karne ka Jarurat padta hoga. Par aap ko Upload
Karne me bhi Problem aata hoga. Lekin aap Dropbox use Karte hai, To aap ko kisi
bhi Parkar ka Problem nhi hoga kyo ki Friends ise use karne me bhut hi Easy
hai. Isko Use Karne se Phele aap ko Dropbox Account Create karna hoga. Aap
Dropbox ko File Share, Backup or Blog ke liye bhi use kar sakte hai.
Dropbox Account hmare liye bhut hi fayde mand hai. Kyo ki
Friends aap agur koi Blog banana chahte hai, To Aap ke Liye Dropbox Account
bhut kaam ka hai. Aap apne Visitors ke liye Backup ye Provide ke liye File Apne
Dropbox ke liye use kar sakte hai. Jise aap ka bhut jada fayda ho sakta hai.
aap ko Apne Website ke liye Host lene ki bhi jarurat nhi Agur aap ke pass
Dropbox Account hai, to Aap ko Apne Thore bhut kaam Dropbox se Bhi kar sakte
hai. Aap apne file ko Es Website pe Apne Account ke Throuh Upload kar dete hai,
to aap kisi bhi system pe login kar apne File pe Access le sakte hai.
Ye Website Aap ko Free Online Space Deta hai. Aap iska use
Kisi bhi file Ko Share karne ke liye use kar sakte hai. Dropbox Website bhut hi
Secure Website hai aap ko Ise Website se Koi Problem nhi hoga.
Dropbox Account kaise Create kare.
Agur Friends aap Dropbox Website pe Account Create karna
chahte hai, to aap Btaye gye Steps Ko Follow kare.
Step1:- Sabse Phele aap Dropbox Website pe jaye. Jaane ke
liye yha Click kare.
Step2:- Ab aap ko Get DropBox Basic Ke Option de rha hoga
aap vha pe Click kare.
Step3:- Ab aap ko Ek Form Bharna hai. Jisme aap ko Apne
Related Information fill Karna hai.
1. Sabse Phele aap Apne Name likhe.
2. Fir Aap apna Last Name likhe.
3. Email Id fill kar dijiye.
4. Fir aap ko ek Password Choose Karna hai.
5. Ab aap I Acept Pe Click karna hai.
6. Ab aap Create An Account Pe Click karde.
Step4:- Ab aap ke Email Id pe Verification Link gya hoga use
Aap verify pe Click kar Verify Karle.
Ab aap ka Dropbox Account create ho gya hai. Ab aap Dropbox
Account use Kr sakte hai.
Dropbox Account Ko use Kaise kare.
Aap Agur apna Dropbox Account open karte ho to aap ko Left
side me Upload Files ka Option de rha hoga aap vha pe Click kar koi bhi File
Upload kar sakte hai.
Dropbox Profile pe Photo kaise Upload kare.
Step1:- Sabse Phele aap upar Left Side pe Mercy pe click
kare.
Step2:- Ab aap Setting pe Click kare.
Step3:- Ab aap ko Photo ka Option show Ho rha hoga uske
Saamne aap ko Edit pe Click karna hai.
Step4:- Ab aap Media pe Click kar Photo choose kare or
Upload pe Click kare.
Is trhe se Aap Apne Photo ko Upload kar sakte hai.
Ok Friends Aaj ke File Upload ke liye Dropbox Account Kaise
Create kare Post me bs itna hi agur Friends aap ka koi Question hoto Please Aap
mujhe Comment jarur kare mai aap ka Pura help karunga. Agur aap ko Kisi bhi
parkar ka Problem ho ya aap ka koi Question hoto Please Aap Mujhe Comment jarur
kare mai aap ka Pura help karunga.
File Upload ke liye Dropbox Account Kaise Create kare
Reviewed by Rishav Rai
on
November 22, 2017
Rating:
No comments: