Facebook Page ko Kaise Apne Website me Add kare

Hi Friends

Aaj hm es Post me Jaanege Apne Facebook Page ko Kaise Apne Website me Add kare. Friends Aap Agur ek Blogger hai, To aap ko Apne Website pe Facebook Page Add karna jaruri hota hai. Kuki Friends Aap ke Website Visitors Aap ke Sath Social Media pe Judte hai. To use Aap ko Bhut Jada Profit Hota hai. Ese Aap ke Visitors aap ke Sath Social Media Network pe Bhi Koi Question ya Problem ka Solution le Sakte hai. Aap ke Pass Agur Jade Followers hai. Facebook pe, To aap Apne Kisi Work ke liye Bhi Apne Visitors Ka Raay Le Sakte hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Facebook Page Website Pe Kyu Add Kare.

Kai Jankari Hm Website ya Fir Youtube Channel ke Through Apne Visitors ko nhi bta sakte hai. Es liye Friends Hme Facebook page ya fir or koi Method ka Use Karna jaruri hota hai. Ta ki hme Chote se Chote News Ko Social Media Page ke Jariye. Apne Visitors ko De sake. Kyo ki Friends maan lo agur aap ko btana hai. Ki Aaj Aap Post ya fir Video Published Nhi kar sakte to Aap Eske Liye Post Ya fir Video to Nhi bnao ge n Es Liye Simple aap Facebbok Page pe Post ke Jariye bta sakte ho ki Aaj aap Post ye Fir Video Published Nhi kar Sakte ho.

Blog Website pe Facebook Page Kaise Add Kare.

Step1:- Sabse Phele Friends Aap Blogger.com Par Login ho Jaye.

1. Ab aap ko Layout pe Click karna hai.

2. Ab aap Jha pe Facebbok Page Lagana Chahte hai, Aap vha pe Add a Gadget Pe Click Kare.

Step2:- Ab aap ke Saamne Ek New Page Open Hua hoga.

1. Ab aap HTML/JAVA Script Pe Click Kare.

Step3:- Ab Friends Aap ko Yha pe Ek Code Add Karna hai.

1. Sabse Phele Aap ko Title Ka Option Diya ja Rha hai. aap Agur Widget ka Koi Title Name Rakhna Chahte hai, To Type kare, Nhi To Blank Chod de.

2. Ab Aap Ko Second Number Pe Content Ka Option Diya ja Rha hai, Yha pe Aap ko Code Paste Karna hai, Jo Code Mai aap ko Niche Diya hu.

Copy This Code

3. Ab aap Code me Dekhenge to aap ko Mere Facebook Page Ka Link Show Ho rha ho ga Aap vha pe Apne Facebook Page Ka Link Daal De.

www.suryarishavrai.blogspot.com

4. Code Ko Ek Baar Thik Se Dekh Le Or Save Pe Click Karde.

Aba pa Ke Blog Website pe Aap ke Facebook Page Ka Link Show Hone Lga Hoga. Ab aap ke Visitors Aap ke Blog Website pe Lgaye Gye Facebook Icon Pe Click Kar. Aap ke Facebook Page pe Ja Kar Aap ko Follow Kar Sakte hai.

Ok Friends Facebook Page ko Kaise Apne Website me Add kare Post me Bs Itna hi. Agur Friends aap Ko Kisi bhi Parkar Ka Problem hoto Aap Mujhe Comment kare. Aap ko Ye Post Pasand Aaya Ho Ya aap Ka Koi Question hoto aap Mujhe Comment kare. Hmara Social Media Network Ko Like, Share or Join Jarur kare.

Facebook Page ko Kaise Apne Website me Add kare Facebook Page ko Kaise Apne Website me Add kare Reviewed by Rishav Rai on September 30, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.