Hi Friends
Step4:-
Jaise hi aap ka Next page open hoga usme Sabse Niche See all My Channel And Create New Channel pe Click karde.
Step6:-
Ab aap se Vo aap Ke Channel ka Name Puchega. Aap jo bhi Name Rakhna Chahte hai. Vo Nmae Likh kar Aap Create Pe Click kar de.
Aaj Hm Es Post me Jaanege ki Ek Gmail ID se Multiple Youtube
Channel Kaise Banaye. Dosto Aap Aagur Youtube Pe Multiple Channel Banana chahte
hai, To aap Ek Hi Gmail ID Se Multiple Channel Bana sakte hai. Vo Bhi Bhut
Aasani se Kai New Youtuber ya Jinko Eske Baare me Pta nhi Hota hai Ki Vo Ek
Gmail Account Se Multiple Channel Bana sakte hai.
Kuche Youtuber Two Gmail Account ka Use karte hai. Multiple
Account Create karne ke Liye Aagur Friends aap bhi Multiple Account Create
Karna Chahte hai, To Aap es post ko thik se or Pura padhe. Aap Aagur Youtube
Channel Create Karna Chahte hai, To Aap ke Pass Ek Gmail Account hona Chahiye
Aagur Aap ke Pass Gmail Account nhi Hai To Yha Pe Click Kare.
Friends Aap Jab Youtube Pe Login Hote hai. To aap ka Ek
Channel Automatic Create ho jata hai. Aap ne jab Gmail Id Create kiya hoga Ya
Fir aap Jab Google+ Pe Signup Kiya tha Usme Jo aapne Name Likha Hoga Us Name Se
Aap ka Ek Channel Create Ho jayega Youtube Pe Signin Karne ke baad. Aap Aagur
khud Ke Mn Pasand Name Se Dusra Channel Create Karna Chahte hai, To Aap Niche
Btaye gye Tips Ko Folow kare.
Ek Gmail ID se Multiple Youtube Channel Kaise Banaye
Sabse Phele Aap Channel Create karne se Phele Ek New Or Best
Name Choose Kar Le. Ta ki Aap Ko Bad me Problem n ho.
Step2:- Ab Aap Ko Signin Karna hai. Youtube Website pe Apne
Gmail Account Ke Sath.
1. Sabse Phele Aap Switcher pe Click kare Jha Pe Image Me 1Number
Likha hai. Vha Pe Click karna hai.
2. Ab aap ko Setting pe Click karna hai.
Step4:-
Jaise hi aap ka Next page open hoga usme Sabse Niche See all My Channel And Create New Channel pe Click karde.
Step6:-
Ab aap se Vo aap Ke Channel ka Name Puchega. Aap jo bhi Name Rakhna Chahte hai. Vo Nmae Likh kar Aap Create Pe Click kar de.
Ab aap ka Channel Create Ho gya hoga Aap ko ek Message Show
hoga jisme successfully show hoga. Aagur fir bhi pta n chale to aap My Channel
Pe Click kar ke Dekh sakte hai. Aap ne jo name Channel ka Rakha hoga vo Aap ke
Samne Show Ho jayega. Aap Image Me Dekh Sakte hai.
Ab Friends Aap aagur Ek se Jada Channel Chalana Chahte hai,
to Aap ek Hi Gmail ID se Chala Sakte hai. Jise Aap ko Baar-Baar Gmail Id Change
Karne ke Problem se Bach Jayenge. Aap ko Jab bhi Dusra Channel Use Karna hai,
To Aap Upar Switcher Pe Click kar ke channel Select kar Use Kar Sakte hai.
Friends Youtube Ne Apne Kuche Features ko Add Kiya hai, To Kai Youtuber ko
Setting ko Lekar Problem aa sakta hai. To Aap Mujhe Comment kar ke Kabhi bhi
Puche Sakte hai. Mai Aap ka Pura Help Karunga.
Ok Friends Ek Gmail ID se Multiple Youtube Channel Kaise
Banaye Post me Bs Itna hi aap ko Aagur Ye Post Pasand aaya hoto Please Comment
jarur kare. Aap ko Koi bhi Problem ho ya Aap ka Koi Question hoto Please Aap
Mujhe Comment kare. Or Hmare Social Media Network ko Like Or Join Jarur kare.
Ek Gmail ID se Multiple Youtube Channel Kaise Banaye
Reviewed by Rishav Rai
on
September 12, 2017
Rating:
No comments: