Hi Friends
Aaj hm es post me Internet se Related Full Information ke
Baare me jaanage. Jisme hm Internet Se Related Kuche Information Jaanege. Jaise
Internet kab bana, Internet kisene banaya, First Website kab or kisne banaya ye
Sari Details Aaj hm es Post me Jaanege. Jaisa ki Aap jante hi honge aaj tk ka
sabse bada Khoj Internet hai. kyo ki Aagur Internet N aaya hota to koi bhi Desh
Viksit hona Muskil hai. Hm es Post me Internet se Jude Sare Baato Ko Jaanege.
Internet Kya hai?
Internet Computer ka Sabse bada Word Wide Communication
network hai. Esme har ek Parkar ka Knowledge ka Suvidha hai. Jaise Study,
Business, Communication Or Bhi kai suvidha aap ko Internet pe mile jayega, Internet
ko Kai Log Net Bhi khete hai. Word-Wide-Communication Aaj tk ka sabse bada
Services hai. Or Pure World Me 90% Person Internet ka use karte hai. Router or
Server Ke Jariye Hm Sare Technical ya Internet se jude chijo ko Jodta hai. Esko
hm English me TCP/IP ke Name se bhi jante hai.
Internet ka Khoj Kab Or Kisne Kiya?
Internet ka Khoj kai Rajye Ne mil kar kiya America, United
Kingdom Or Farnce Me Kai Laboratories ne Mil kar kiya. Internet ka Khoj kai
logo ke Help se hua hai. Par Internet ke Khoj me Sabse Phela Name aata hai Leonard Kleinrock ka jo ki Internet Ke
Khoj ke liye Sabse phele Plan Kiya tha. Fir 1962 Me Es Plan ko JCR Licklider ne
es Plan Pe Work karna suru kiya or Ek Robert Taylor Ke Help se Ek Network Create
kiya. Jiska Name ARPANET Rakha tha. Khan
or Vent Sirf davara 1970 Me Update kiya Fir ARPANET ko 1974 me Kaam me lena
Start kiya gya. Internet India me 80 Ke dasak me Aaya tha.
Internet First time kab use kiya gya?
Internet ko Sabse Phele 1969 me America Ke Raksha Vibhag Me
Advance Research Project Agency Naam ka Network Lounch Kiya gya. Jiska use
Sigrate File Ko Bhejne ke Kaam me Use kiya gya. 1970 me Kai Protocol ke help se
Update kiya gya. Or Donald Davies Ne
pheli bar United Kigdom me Physics Laboratory me eska Show kiya tha. Fir
ARPANET Ne Internet ke liye Protocol ka Kaam Start kiya. Jisme kai Aalag-Aalag
Network banaya or Use Ek Dusre ke Sath Link kiya. Email Ray Tomlinson Ne 1971
me sabse Phele Internet ko use kiya. 1980 Me NSF ne SuperComputring Ko Sochool
me Provide kiya. Fir 1980 Me Computer har ek jghe felna start ho gya.
1980 Me Switzerland British Computer Science Team ne BernersLeersulted
Ne Word Wide Web Me Hypertext File ko Information send ke liye use kiya. 1990
Se Computer ka Use Sare Jghe pe bhut hi aasani se use karna start kar diya gya.
Jisme kai chijo ka Suvidha diya gya Jaise Call, Video Calls, Mails or Message
es parkar ke kai Suvidha Start kiya, Fir Dhire dhire Or bhi kai Suvidha Start
kiya gya. Online Shopping Site, Social Networking Or Blogs Or bhi kai Parkar ke
Suvidha Start Kiya gya.
First Website Name Or Bnane wale ka Pahechan
First Web Page 6 August 1991 me Banaya gya Jo ki ek Live
Show kiya Gya tha. Jo ki World Wide Web Project pe Tha. jise banane wale ka
Name tha Tim BernersLee Phela Web Page Name tha http://info.cern.ch/hypertext/www/TheProject.html
Internet Banane or Developed Karne ke Kuche History
* 1965 Me NPL Network ka Planning Start Kiya gya.
* 1966 Me Merit Network ka Khoj hua
* 1967 Me NPL Network Packet Switching Pilot ka Experiment Kiya gya.
* 1969 me ARPANET carries ka First Network Tyar Kiya gya
* 1972 Me Internet Assigned Numbers Authority se Asthapit kiya
gya.
* 1980 Me Ethernet ka Khoj kiya gya.
* 1981 Me Computer Science Network ka Khoj hua.
* 1982 Me TCP/IP Ka Khoj kiya gya.
* 1982 Me Simple Mail Transfer Protocol Ka Khoj kiya gya.
* 1983 Me Domain Server Ka System Start kar diya gya
* 1988 Me OSI Reference Model Ka Khoj Kiya gya.
* 1990 Se Internet Pe Website Banna Start ho gya tha
Ye tha Friends Internet se Related Kuche Information Mai
Umid Karta hu Aap ye Post Padhne Ke baad Asch alga Hoga AAgur Friends Es Post
me Aap Ke Kisi bhi Question ka Answer N Mila Hoto Please Aap Mujhe Comment
jarur kare.
Ok Friends Internet se Related Full Information Post me bs
itna hi. Aap ko Aagur ye Post Pasand aaya hoto Please Es Post ko Apne Friend Ke
Sath Share kare. Aap ko Aagur kisi bhi parkar ka Problem ho ya Aap ko Koi
Question hoto Please Aap mujhe Comment kare. Mai Aap ka Pura Help Karunga. Or
Hmare Social Media Network ko Like or Join Jarur kare.
Ye Bhi Padhe.
* Ek Gmail ID se Multiple Youtube Channel Kaise Banaye
* Bajaj Finance EMI Card ke liye kaise Apply Kare
* Ek Gmail ID se Multiple Youtube Channel Kaise Banaye
* Bajaj Finance EMI Card ke liye kaise Apply Kare
Internet se Related Full Information Hindi Me
Reviewed by Rishav Rai
on
September 13, 2017
Rating:
No comments: