Youtube Video ke Liye Custom Thumbnail kaise Enable Kare

Hi Friends

Aaj hm es Post me Janege Youtube Video ke Liye Custom Thumbnail kaise Enable Kare. Aap Aagur Ek Youtuber hai To Ye Post aap ke liye Bhut Best hai. Kyo ki Aaj hm es Post me Thumbnail laga kar hone wale Profit ke bare me jaanege. Es Post se Aap apne Youtube Channel ke Views ko Increase Kar sakte hai. Aap Aagur Apne Youtube Video Me Apne Man Pasand ka Thumbnail Use karna Chahte hai. To Aap ko Apne Youtube Channel ke Video Ka Thumbnail Enable Karna hoga. Custom Thumbnail Youtube Video ke Liye Bhut Jaruri hota hai. Kyo ki Youtube Khud Video me Se 3 Thumbnail Choose karta hai. Jo ki aap ko unme se Koi Ek Thumbnail ke Liye use karna hota hai. Vo Jada Best Nhi Hota hai Jise aap Ko Bhut Problem Ho sakyta hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com
Aap Aagur khud se Image Edit kar ke Thumbnail lagana Chahte hai. to aap ko Thumbnail Enable karna hoga ta ki Aap ke Video Ka Jo Main Image hota hai. Vo Visitors ko Ascha lge Aagur aap ka Thumbnail Kharab hai. to Jaldi koi bhi Person aap ke Video ko Dekhna Pasand nhi karega. Es liye Hme Apne Youtube Video pe Ek Ascha se Thumbnail Use karna chahiye ta ki Logo ko Aap ka Video dekhne Ka Chahe bane. Lekin aap ko Thumbnail ke Sath Video bhi best banana hoga ta ki aap ka Video Visitors Pure Time tk dekhe.
Aap AAgur New Youtuber hai, To mai aap ko bata du ki Aap ko Youtube Starting MR koi Khas Features khud se Activate kar ke Nhi deta hai. Aap ko Kuche Setting apne Jarurat ke Mutabik Activate Karna Padta hai. Custom Thumbnail Setting aap ko Youtube ke Video Manager me Milega Aap bs Mere Niche Btaye gye Step ko Folow kare. Aap ko Aagur koi Problem Hoto Aap Image se Bhi Help Le Sakte hai.

Youtube Video Ke Liye Custom Thumbnail Enable Kaise Kare

Youtube Video Pe Custom Thumbnail use Karne ke liye aap ko Ek Image Create karna hoga Jo aap Video me Use karna Chahte hai. Mai aap Ko Suggest karunga Ki Aap Post se Related Custom Thumbnail Create kare. Ta ki Visitors ko Aap ke Video ke Bare me Kuche Information mile sake ki aap ka Video kis Chij ke Baare me. Image Edit ke liye aap koi bhi Software Use kar sakte ho Jis Software ke baare me Aap ko Jada Knowledge Ho aap Us Software ka use kare, Ta ki Aap ka Image Best Thumbnail Image lge.
Step1:- Sabse Phele Aap Ek Browser Open Kare or www.youtube.com likh Kar  Apne Channel ko Open Kare.
Step2:- Ab aap Video Manager Pe Click kare.
Step3:- Ab Aap ke Side bar me Channel Likha hoga uspe Click kare.

* Ab Aap ko Upar Aap ke Image ke Side me Verify Likha Hai Uspe Click kare.

Step4:- Ab aap ke Saamne jo Page Open Hoga Uspe Aap ka Account Verify Karna hoga.

1. Ab aap ko Apna Country Select Karna hai.
2. Ab Aap Ko Select karne ke Liye 2Option diye honge Aap ko Unmese koi Ek Option Select Karna hai.
3. Aap Yha pe Apne Anusar Select kare Mai Sms Select karunga.
4. Ab aap ko Apna Mobile No. Fill Karna hai.
5. Mobile No. Fill Karne ke baad aap ko Submit Pe Click karna hai.

Step5:- Ab aap ke Saamne ek Or Page Open hoga uspe aap ko Verification code daalna hai.
* Aap ke Diye Gye Mobile Number pe OTP Code gya hoga use Aap yha Bhar de.
* Bharne ke Baad aap Submit pe Click karde.
* Ab aap ko ek Message Screen Pe Show hoga Jisme Aap ko Congratulation Your Youtube Account is Now Verify Likha hua Show Hoga.
* Ab Aap Continue Button pe Click karde.
Ab aap ka Account Verify hogya hai Ab aap apne Account ka Setting Bhut Aasani Se Change Kar Sakte ho. Aap ka Custom Thumbnail bhi Enable hogya hoga. Ab aap koi bhi youtube Video me Custom Thumbnail Use kar sakte ho.


Ok Friends Youtube Video ke Liye Custom Thumbnail kaise Enable Kare Post me bs itna hi aagur aap ko ye Post Pasand Aaya ho Or ye Post aap ke liye helpful rha ho to Please Aap Mujhe Comment kar ke Apna Raay Jarur de. Aap ko Aagur kisi bhi Parkar ka Problem hota hai ya Aap ka koi Question hoto Please Aap Mujhe Comment jarur kare. Hmare social Media Network ko Like or Join Jarur kare.
Youtube Video ke Liye Custom Thumbnail kaise Enable Kare Youtube Video ke Liye Custom Thumbnail kaise Enable Kare Reviewed by Rishav Rai on September 11, 2017 Rating: 5

1 comment:

Powered by Blogger.