Hi Friends,
* Cloud Ways:- WordPress ko Hosting banane me help karta hai. Or ye aap ko Multiple Cloud Hosting Provides karta hai.
Aaj hm es Post me 5 Different WordPress Hosting Type ke
baare me Baat karenge. Jaisa ki Friends aap jaante hi honge ki Online bhut trhe
ke Hosting mile jaate hai. Jinmese kuche to best hote hai. Par use ke Price
bhut jade hote hai. Jise ke Kaaran bhut se Hosting buy karne walo ko Problem
hota hoga. Par Aap Dukhi n ho mai aap ko Best WordPress Hosting ke Baare me
btaunga. Jo ki Bhut hi best hai.
WordPress bhut se log use karte hai. WordPress ek best
Website hai jo ki Logo ko Website create karne me help karta hai. Aap es ke
help se Best Website Create kar sakte hai. Or bs aap ko Best Hosting use Karna
padta hai. Jise aap ko or aap ke Visitors ko Kisi Parkar ka Problem n ho. Iska
Starting 3$ se lekar 700$+ se bhi Mounthly Rating hai. Ye Hosting bhut hi best
hai. HM yha pe 5Best Hosting ko Compared karenge.
WordPress Hosting bhut hi Kam me Best Option Provide Karta
hai. Ye bhut hi Best Platform hai apne Work ko Online ke Madhyam se Aage
Badhane ke Best Option hai. Hme eska Profit uthana chahiye Aagur aap bhi Online
Work karna chahte hai, To Aap WordPress ke Aalag-Aalag Hosting use kar sakte
hai.
Jaisa ki Mai ye Post aap logo ko Best 5 Different WordPress
Hosting ke Types ko Choose karne me help ke liye Likh rha hu. Aap ye Post padh
kar Apne hisaab se Apne WordPress website ke liye WordPress Hosting use kar
Sakte hai.
5Different Types WordPress Hosting
Jab hm Hosting buy karte hai, to hme kuche chijoka dhyan
rakhna hota hai. ki vo Page loading me best ho, Future me aane wale Traffic ko
Maintain kar sake use Website break n ho. Loding me kisi bhi parkar ka problem
n ho. Or Iska Price bhi Midium me hi ho. Aap jab bhi Hosting buy kare to aap in
3Chijo ka dhyan jarur rakhe ta ki aap ko kabhi bhi Problem n ho. Or baad me Jab
aap ka Traffic badhe to aap ko baad me Hosting Change ya badhane ki jarurat n
Pade. Ise liye mai aap ko 5Best WordPress Hosting ke Name btaunga jo ki Ek
dusre se Best hai. Aap inmese se koi bhi Ek Hosting Use kar sakte hai.
1. Shared Hosting:- Ye WordPress Hosting bhut hi kam Rate me
Aap ko Mil Jayega. Aap Agur New Blogger hai, To aap ke liye ye Hosting Best hai
Agur aap ek New Blogger hai. Aap ka Agur Blogger pe Kam Traffic hai to. Or aap
Ko ye Kam Price me Hi mile jayega. Aap ko iske liye Jade Paise Kharch karne ka
Jarurat nhi Padega.
Shared Hosting ek Bhut hi Kam Rate wala WordPress Hosting
hai. or Mai yahi Suggest Karunga ki Aap Agur Starting Blogger hai. Or aap Buy
karna Chahte hai, To aap ese Buy kar use kar Sakte hai. Ese Shared Hosting es
Liye kha Jata hai. Kyo ki ise Apne Visitors Ke Sath koi bhi Data Share karne ke
Liye es Server ka use kiya jata hai.
Shared Hosting me aap Bluehost Ka Use kar Sakte hai. Mai ise
Suggest karunga aap ke Website ke Liye ye Server best hai. Kyo ki ye aap ko
2.95$ per Mounth ke Hisaab se Mil jayega. Or aap es Hosting ke Help se Aap Apne Visitors Ke
Sath Data Share Kar Sakte hai. Inme aap ko Kuche Unlimited Space bhi mil Jate
hai. Agur aap High Cost Pay Karte hai, To Nhi to aap ko Yha pe Kuche Specific
Space hi dete hai. Vo aap Offer ke Mutabik Buy kar sakte hai.
Agur aap Starting me
Hosting use Kar Rhe hai. To aap Jada Paise n Kharch Kare. Aap koi Saste me hi
Hosting buy kare. Aap Bluehost ke
Website pe Check kar sakte hai. WordPress Hosting use karne ke liye bhut hi
Simple hai. WordPress Hosting Aap ke Work ko Aasaan Banane me bhut help karta
hai.
Kuche Website jo Best WordPress Hosting Provide karta hai.
1. Bluehost 2. SiteGround
2. Managed WordPress Hosting:- Es
Type ke Hosting hme use karna chahiye jo Automatic Update, Backup or Security
deta ho. Ta ki hme kisi bhi Parkar ka Problem n ho or aap ek Chij or Dhyan
rakhe ki WordPress Expert ka Support bhi deta hai. ta ki Aap ko kisi bhi Parkar
ke Help ki Jarurat hoto Aap unse Le Sakte hai.
WordPress Hosting Bhut hi Popular
Hosting hai. WordPress Hosting Phele se Hi Optimized kiya hota hai. WordPress
ke liye. WordPress me WordPress Hosting ko Thik
se Managed kar leta hai. Is liye hme Sirf Apne Site pe Content likhne or
Share karne pe Hi Dhyaan dene ka Jarurat padta hai. Hme Apne Website ka Roj
Backup lena jaruri hota hai. Ta ki hme kisi bhi Parkar ka Problem n ho.
Hme apne Website or Server ko
Secure rakhne ke liye best Security Option ka bhi Use karna Chahiye. Jisme hme
Support mil sake jise hm Apne Website ke Security ya fir kisi bhi Problem ko
lekar Contact kar sake ki Kis Problem kaaran hme ye Problem aa rha hai.
Aagur Aap Managed WordPress
Hosting lena Chahte hai. To uske liye kuche Website hai. 1. Kinsta 2. WP Engine
3. Virtual Private Servers:- Shared
WordPress Hosting ka Upgrade. Is Parkaar kee Hosting Sabase Achchhaa hai. Jin
logon ko Share kiye gye Hosting kee Tulna mein Adhik Power ka Jarurat hai.
Virtual Private Servers ek Share Hosting or Dedicated Server ke hi beech hai.
Virtual Private Servers ke Saath hm abhee bhee Koi bhi Visitors ke Saath Ek server
par hi Technically Trhe se Space Share kar sakte hai. Lekin ye Share Hosting se
Thora Different hai.
Kai Hosting Providers Two Types ke
Virtual Private Servers dete hai.
* Unmanaged:- Hme apne Server ko
Configure karne ke liye kuche Networking Knowledge ka bhi jarurat hai. kyo ki
iska Response hm par hota hai. ki Configure kaise kare.
* Managed:- Hmara Host hi hmare liye
Server Managed karta hai. Iske liye hme Server Configure ke liye Networking
Knowledge ki jarurat nhi padta hai.
Agur Aap WordPress Hosting ko use
Karna chahte hai. To aap ko use Karne ki liye Kuche Asche Host hai. 1. Bluehost
2. SiteGround
4. Cloud Hosting:- Cloud Hosting
Sabhi parkar ke users ke liye best hai job hi Server kak use karte hai. kuche
Hosting ese hote hai. jinke liye Technical Knowledge hona jaruri hai. Cloud
Hosting ek New Type ka Hosting hai. Hmara Website or kisi server ke bajaye
Cloud Architecture par Host kiya jata hai. Agur Aap ke Website pe Suddenly
Traffic jada aa jata hai, To aap use Spike ko Rok sakte hai. Fir jab aap ka
Traffic Normal ho jaye to aap fir se Activate kar sakte hai.
Aap Phele Mentioned kiye gye Host
ko Kinsta, Cloud Hosting Technology pe hi simit hai. Hm Unmanaged Cloud Hosting bhi Le sakte hai. iske liye aap ko khud se hi
Apne Server Optimizing, Performance or sabhi chijoko khud se manage karna hoga.
Aap kam Rate wale Scalable or high Performance Ke liye WordPress Hosting le
sakte hai.
* Digital Ocean:- Use karne ke
liye aap ke pass Technically Knowledge hona jaruri hai.
* Cloud Ways:- WordPress ko Hosting banane me help karta hai. Or ye aap ko Multiple Cloud Hosting Provides karta hai.
5. Dedicated Server:- Ye Mhenga to
hai par iska Performance Ascha hai. Ye Hosting Bhut hi best hai Jade Traffic
wale Website Asche Performance ke Sath hi ye bhut hi Jaruart bhi hai. Jinke
Website pe Jade Traffic aate hai. Dedicated WordPress Hosting ke sath hi aap ko
Best Server bhi milta hai. Aap ko Resources Share karne ki Jarurat nhi hai. Ye
Hosting Page Loading me bhut hi Fast hai. Isme aap ko Apne Mutabik Customize
karne ki puri anumati hai.
Dedicated Server Bhut hi Mhenga
milta hai. Iska Starting Price Hi 100$ Per Mounth se Start hota hai or Agur aap
High Dedicated Server Aap ko 300$ Per Mounth se Adhik ka Milta hai. Dedicated
WordPress Hosting Agur aap use Karna Chahte hai, To Sabse Jada Use Kiye jaane
wala Dedicated Hosting 1. Blusehost 2. Kinsta 3. SiteGround inmse Aap koi bhi
Hosting Buy kar sakte hai.
Ye the Friends mere kuche Topic
Hosting ko Lekar jo Maine aap logo ke Sath Share kiya Ta ki aap bhi iska Profit
le sake. Agur aap ka Bhi WordPress Website hai. To Or Agur aap ko Hosting lena
hoto aap Inmese Use Kar sakte hai.
Ok Friends 5 Different WordPress
Hosting Post me Bs Itna hi Agur Friends aap ko ye Post Pasand Aaya hoto Please
Aap es Post pe Comment Jarur kare. Agur aap ka Koi Question ho ya Aap ko kisi
bhi Parkar ka Problem hoto Please Aap Comment jarur kare Mai app ka pura help
karunga. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join Jarur kare.
5 Different Types WordPress Hosting
Reviewed by Rishav Rai
on
December 20, 2017
Rating:
No comments: