Google Drive se Delete hue File ko Recover kaise kare

Hi Friends

Aaj hm es Post me jaanege ki Google Drive se Delete hue File ko Recover kaise kare. Agur aap ne galti se koi File ko Delete kar diya hai. Or aap Use file ko Recover karna chahte hai, To fir aap es Post ko suru se lekar last tk jarur padhe. Ese Phele hm ne Jaana tha ki Hm Google Drive Me Account kaise Create karte hai. Google Drive me Online Koi bhi Document ya File hm rakh sakte hai. kai Websiter ya Youtuber eska use Apne Visitors ko File ya Folder Download ke liye bhi use karte hai. Ye aap ko Free me file Share or File Upload Karne ke liye Free Online Space deta hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Aap en File ko Kisi bhi PC ya Laptop me Open kar sakte hai.  Apne Gmail Id ke Help se ise Use karna bhut hi aasan hai. Bs aap ko Google Drive ke Website pe Jaana hai. Or Login kar ke apne Account ko Open karke Kisi bhi File ko Aap Open kar sakte hai. Google Drive bhut hi Best option hai. Agur aap apne File ko Online Rakhna chahte hai to. Isme aap ko Kai parkar ke Facility Bhi diya gya hai. Inmese ek Trash bhi hai.


Aagur aap ka Koi File Delete ho gya hai. Galti se to vo Aap ke Trash Folder me Rheta hai. Jab tk aap Trash Folder se Dele nhi karte hai. Tb tk vo aap ke Account se Correctly Remove nhi hota hai. Aagur aap ne bhi Koi Folder Galti se Delete kar diya hai. To aap Trash Folder mese bhut hi Aasani se Restore Kar sakte hai. Ye method bhut hi Aasan hai bs aap Mere btaye gye Step ko Step by Step Follow kare. Aap bhut hi Aasani se Apne Delete File ko Recover kar lenge.

Google Drive Me se Deleted Files Ko Restore Kaise Kare

Jaisa ki Aap jante honge Agur aap Computer ya Laptop me se bhi Koi File Delete karte hai, To vo Delete hone ke Baad Recycle Bin me Jata hai. Aap vhase Apne File ko Restore kar sakte hai. Usi Parkar se Google Drive ka bhi ek Reciycle bin hota hai. Aap vha se Apne Delete kiye Hue File ko Restore kar sakte hai. Jise aap ka Important File firse Apne Sahi Space pea a Jata hai.
 
Ab hm Jaan lete hai ki Delete hue File ko Restore kaise karte hai.

Step1:- Sabse Phele aap Google Drive ke Website pe Jaye or Login kare.

Step2:- Login hone ke baad aap ko Niche Trash Option pe Click karna hai. Aap Image me Bhi dekh sakte hai. Ya fir aap ko Menu Option Show Ho rha hoga Uspe Click kar ke Bhi Aap Trash Option pe Click kar sakte hai.
www.suryarishavrai.blogspot.com

Step3:- Ab aap ke Saamne ek Page Open hua hoga aap ne Jo File Delete kiya tha Vo Show hone Lgega. Ab aap jis File ko firse Restore karna Chahte hai. Uspe Right Click kare. Ab aap ko 2Option Show honge. 1. Restore, 2.Delete Forever.
www.suryarishavrai.blogspot.com

Ab aap jis File ko Restore Karna chahte hai. Uspe Right Click kare or Restore Ke button pe Click kare.

Ab aap ka File Apne Space pe Restore ho jayega. Ab aap ne jha pe File Phele Save Kiya tha Use Location pe ja kar aap File Check kar sakte hai.

Ise Parkar se Aap apne Google Drive se Delete kiye gye File ko Restore kar sakte hai. Vo bhi bina mkoi Mukil se Bs aap mere Btaye gye Step ko Thik se Follow kare.

Ok Friends Google Drive se Delete hue File ko Recover kaise kare Post me bs itna hi Agur Friend Aap ko ye Post Pasand Aaye to Please Aap es Post pe Comment Jarur kare. Aap ko kisi bhi Parkar ka Problem ho ya Aap ka koi Question hoto Please aap es Post pe Comment jarur kare mai aap ka Pura help karunga. Hmare Social Media Network Ko Like, Share or Join Jarur kare.
Google Drive se Delete hue File ko Recover kaise kare Google Drive se Delete hue File ko Recover kaise kare Reviewed by Rishav Rai on December 25, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.