Hi Friends
Aaj hm es Post me janege Festival me Paise kaise Kamaye Best
Earning Ideas. Friends Agur hm chahe to Happy New Year ya fir koi bhi Festival
pe aap bhut hi Asche Paise kma sakte hai. Vo bhi Online bina kisi kharche ke
agur aap ko nhi pta ki hm Online Festival pe Paise Kaise Kmaye to aap es Post
ko suru se lekar last tk jarur padhe. Isme aap ko Online Kai parkar ke Business
btaunga jise aap 1Week me hi Bhut sare Paise kma sakte hai.
Aap ko bs Thora Mhenat
Karna Padega or Fir Aap 1Week me bhut hi Asche Paise kma sakte hai. Ise
Phele bhi Aap ne Kai Post padhe honge lekin aap ko Fir bhi Koi Problem hua hai,
To aap Tension mt le aap ko yha pe Bilkul thik se Guide kiya jayega Jise aap
Bhut sare Paise kma sakte hai. Aap ko bs mere btayegye Ideas ko Thik se Follow
karna hai. or aap ko Mhenat se Kaam karna hai. Fir aap Paise bhut hi aasani se
kma sakte hai.
Festival me Paise kaise Kamaye Best Earning Ideas
Aap kai Baar Festival me Image, Sayri or bhi kai chij Search karte honge aagur aap bhi
Online Paise kamana chahte hai, To aap bhi Apna Khud Website bna kar Paise kama
sakte hai. Aap ko iske liye bs apne Website ko Rank karvana padta hai. Jise aap
ka Website Google Search Enginee pe Aayega or log aap ke website pe Aane ke
baad Adsense Ads pe bhi click kar sakte hai.
Ese kai Website hai Jo Festival pe Hi Pure Mounth ya Year ka Income Festival
me hi kama lete hai. Aagur aap bhi Best Income Karna chahte hai.
To aap bhi Apna khud ka Online Website bna kar paise kma
sakte hai. Isme aap ko Kisi parkar Ka Invest bhi nhi karna padta hai. Aap ko bs
Apne Website ko Renk karvane ki jarurat hai. Aap hmesa job hi post likhe use ka
topic name best rakh or ek baar google
pe vo topic name likh kar search karle.
Ki aap ke topic se related kitne result show ho rhe hai. fir aap uske anusar se
apna post title rakh sakte hai. aap permalink pe bhi dhyan de ki permalink
bhi best show ho rha ho ta ki aap ka
Post bhi seo ho.
1. Online Website Post:- Aap Apne Website pe Sayri ya fir Koi
Articles likh kar paise kma sakte hai. Yakin maniye Agur aap Festival se
related Topic ko Search Enginee me Rank karva dete hai, To aap ko bhut jada
fayda hosakta hai. In topic se firf fewstival hi nhiise trhe bhi log ise trhe
topic ko bhut pasand karte hai. Jise aap ka Earning bhut hi best ho jayega. Aagur
aap ise trhe ko topic ko rank karva dete hai. Or aap ke sayri ya Articles Kisi
visitors ko pasand aa jata hai. To vo aap ke website pe hmesa aana pasand karte
hai.
2. Sell Design:- Agur Aap ko Design bnane aata hai, To aap
Festival se Related Image bna sakte hai jise aap Online Sell kar sakte
hai. ya fir aap kisi bhi parkar ka koi
bhi Festival se Related Design sell kar sakte hai. Festival me log bhut sare
Design ke Material Buy karte hai. Aap bhi apna Design bna kar sell kar sakte
hai. Jise aap ka Earning bhut hi best ho jayega lekin ye Business sirf Temprary
hai. Ye business sirf ek khass Moke pe hi chalega. Aap ko Agur Design aata hai,
To aap kisi bhi Chij ka Best Design bna Kar sell kar sakte hai. Or bhut sare Paise kama sakte
hai. kyo ki Design bhut se kam logo ko aata hai. Ise liye aap ko Design me bhut
Profit hoga.
3. Sell Product:- Aap Light Ka business kar sakte Hai. jaisa ki
aap jaante hi homge ki log Festival me Ghar ko decorate ke liye Light ka use
karte hai. Aap Light business kar sakte hai. jise aap ko Profit kafi best hoga.
Aap jante hi honge ki Chinese Material Kitna sasta milta hai. Or aap ko Light
pe bhut jada Profit milta hai. iske liye aap ke pass Thore paise hone jaruri hai.
Aap ko agur Design aata hai, To aap apna Design bna kar usme Light ka use kar
kafi best desin bna sakte hai. jisme aap ko aap ke bnaye gye Design ke bhi
paise mil jayenge.
Ye The friends mere kuche Tips Festival ko lekar or bhi kai
Chijo ka aap Business kar sakte hai. Festival business ke liye aap jade paiso
ka Investment n kare. Aap ke pass hoto aap Invest kar sakte hai. Ek chij ka
aap dhyan rakhe aap kisi se Paise udhar
le kar invest n kare nhi to kya pta aap ko Nuksan bhi ho sakta hai. fir aap ko
bhut se Problem aa sakte hai.
Ok Friends Festival me Paise kaise Kamaye Best Earning Ideas
me bs itna hi aagur Friends aap ko ye Post pasand aaya hoto Please aap es Post
pe Comment kare ki aap ko ye post kais alga. Agur ko kisi bhi parkar ka Problem
ho ya aap ka koi Question hoto Please aap Comment jarur kare mai aap ka pura help karunga. Hmare Social
Media Network ko Like, Share or Join jarur kare.
Ye Bhi Padhe.
* Mobile Screen Recording se hm Paise kaise Kamaye
* Without Adsense se Paise kamane ke 5Tips
* Ghar Baithe Online Paise Kaise kamaye
Ye Bhi Padhe.
* Mobile Screen Recording se hm Paise kaise Kamaye
* Without Adsense se Paise kamane ke 5Tips
* Ghar Baithe Online Paise Kaise kamaye
Festival me Paise kaise Kamaye Best Earning Ideas
Reviewed by Rishav Rai
on
December 27, 2017
Rating:
No comments: