Hi Friends
Lekin Friends aap ke Bhi Account me nhi Show ho rha hai to Aap ko Pareshan hone ki koi baat nhi hai. Niche mai aap ko Step by Step Full information dunga ki Hm Fetch as Google tools ka Kaise Profit uthaye. Lekin ese Phele hm eske baare me kuche or Bhi Discuss karenge. Kyo ki Fetch as Google ko lekar Maine kai Website pe Comment padha hai ki Fetch as Google kya hai. Fetch as Google se Hme koi Problem to nhi hai, Ya fir ese kaise use kare, Eske Kya-Kya Profit hai. Ese Hme Ku use Karna chahiye. Or bhi sawalo ke Jawab hm Es Post me Jaanege.
1. Ab aap ko Crawl me Fetch as Google pe Click karna hai.
Aaj hm es Post me Jaanege Fetch as Google kya hai, Iske
Fayde or Iska Use Kaise Kare. Fetch as Google services ek Google console ka hi
ek Features hai. ye ek New Features hai. Jo ki Saayd abhi aap ke google Console
Website pe nhi show hota hoga ya fir kuche Google Console Users me hota bhi
hoga. Aagur mai Apna baat karu to mere Account me abhi show nhi ho rha hai.
Lekin Friends aap ke Bhi Account me nhi Show ho rha hai to Aap ko Pareshan hone ki koi baat nhi hai. Niche mai aap ko Step by Step Full information dunga ki Hm Fetch as Google tools ka Kaise Profit uthaye. Lekin ese Phele hm eske baare me kuche or Bhi Discuss karenge. Kyo ki Fetch as Google ko lekar Maine kai Website pe Comment padha hai ki Fetch as Google kya hai. Fetch as Google se Hme koi Problem to nhi hai, Ya fir ese kaise use kare, Eske Kya-Kya Profit hai. Ese Hme Ku use Karna chahiye. Or bhi sawalo ke Jawab hm Es Post me Jaanege.
Fetch as Google kya hai.
Fetch as Google Google ke WebMaster ka ek Tools Features
hai. Jiske Help se Hm Pta kar sakte hai ki googlebot kis parkar se humare
website ko Crawl or Render karta hai. Kai Websiter Ko es Features ko lekar bhut
se Sawal hai mai ye jaanta hu. Aap Aagur Website ka Name ya Apne Post ko Index
karne me Help karta hai. Aap aagur koi New Post likhte hai to Es Fitures ke
jariye Apne Post ko Index karana Bhut aasan hota hai. or Google ko bhi pta
chale jata hai.
Aap Aagur apne Blog ya Post me Kuche bhi link ya Title
Change karte hai, to vo aap ko Fatch as Google pe Likh kar Send kar dena
chahiye ta ki google ko uske baare me pta chale sake. Aap Aagur Special kisi
Post ko Search me laana chahte hai, to aap es tools ka use kar sakte hai. Aap
aagur apne site ya fir Post ka error check karna chahte hai. to ye Tools aap ka
bhut help kar sakta hai.
Fetch Tools ka use Kaise Kare.
1. Ab aap ko Crawl me Fetch as Google pe Click karna hai.
2. Ab aap jis Post ko Fetch karna chahte hai. Vo Aap ko Box
Me Daalna hai. Full Post link n dale Apne Website ke Baad wala Link Bhare. Aap
image me dekh sakte hai.
3. Ab aap ko Fetch
Option Choose karna hai. Mai aap ko Advice dunga ki aap Mobile Smartphone
Choose kare.
4. Ab aap ko Fetch karna hai. use liye bhi aap ko 2Option
diya jar ha hai. aap usme se Koi bhi ek Choose karle.
1. Ab Aap ko Request Indexing pe click karna hai.
Step3:- Ab aap ke saamne ek new window show hoga.
1. Ab aap ko I’m not a robot ke Aage Box Pe click karna hai.
1. Ab aap ko I’m not a robot ke Aage Box Pe click karna hai.
2. Crawl Only This URL Pe click karna hai.
3. Fir aap ko Go Pe Click karna hai.
Estrhe se Friends aap Fetch as Google ke Liye Apply kar
sakte hai. Aap sara Process ko Thik se Use Kare. Aagur aap ke Fetch as Google
karte smye aagur kuche Problem hoga To vo aap Ko Error Show Ho jayega. Aagur
aap ka Link Thik se Perform ho gya to Kuche smye baad aap ko Success ka Message
Show ho jayega.
Fetch and Fetch Render kya hai.
1 Fetch Kya hai:- Fetch Ke Help se Aap koi Bhi URL Ko Add
kar ke uske Errors Show kara sakte ho. Fetch Ke Help se URL ko Redirect error,
Conectivity error or Submit errors or bhi kai parkar Ke Errors ko Show or Solve
karne me help karta hai. Aap eske Help se Apne Website ka Security bhi Maintain
kar ke Rakh sakte hai. Bs aap ko URL Fill Karke Fetch pe Click karna hai. Fir
Googlebot aap ke URL Ko Check karega or Fir Aap ke Url Errors ko Show Kar dega.
2. Fetch and Render:- Aagur aap Fetch And Render Karte hai,
To Vo aap ke Full Website ko Check Karta hai. Jisme aap ke Website ke Sare chij
aate hai. Jaise Image, Text, JavaScript and
Ads sabhi chijo ko Check karta hai. Iska bhi same Process hota hai. Aap
ko Vo baad me Message Show Karta hai. ki aap ka URL Correct hai, ya nhi aagur
kuche Problem hota hai. to aap ka Problem Show Karega ya aap ko Success ka Message
send Kar dega.
Fetch as Google Karne Ka Profit
1. Fetch as Google karne ka sabse bada fayda hai aap ka Post
Bhut jaldi Google pe Index hota hai.
2. Aap 1Mounth me sirf 500 Url hi Fetch se Fetch kar sakte
hai.
3. Aap aagur Website ka Link fetch karte hai, To sirf aap
1Mounth me Sirf 10URL hi Fetch kar sakte hai.
4. Aap aagur Apne
sabhi Post ko Fetch karte hai, To Aap ke Post ko Koi Aap ke Fetch karne ke Baad
Copy karta hai, To use aap ko Koi Problem Nhi hoga.
5. Aap ke Post se Related koi problem hota hai, to aap ko
Message Show Karega.
6. Aap aagur Domain Link change karte hai, To Fetch as
Google ke help se Index kara sakte hai.
7. Aagur aap Post Tile Change Karte hai, to uske liye bhi aap
Fetch kar sakte hai.
Ye the Fetch as Google se Hone wale Profit. Eske koi Nuksaan
nhi hai. ye Aap ko Pure Trhe Se Profit hi dega. Mai Bhi Fatch as Google Ka Use
karta hu. Aap bhi eska Use kare Aap Ka Post bhut Jaldi google me Index hoga.
Ok Friends Fetch as Google kya hai, Iske Fayde or Iska Use
Kaise Kare Post me bs itna hi. Aap ko Aagur ye Post pasand Aaya hoto Please Aap
es Post pe Comment kare. Aagur Aap ko Kisi bhi parkar ka Problem ho ya aap ka
Koi Question hoto Please Aap mujhe comment jarur kare. Aap Hmare Social media
network ko Like or Join Jarur Kare.
Ye Bhi Padhe.
* Image Optimization karne ke 6Tips or ise hone wale fayde
* Blogger ke Liye 5UseFull Google Tools Jise Aap apne Website ko Grow Karva Sakte hai
Ye Bhi Padhe.
* Image Optimization karne ke 6Tips or ise hone wale fayde
* Blogger ke Liye 5UseFull Google Tools Jise Aap apne Website ko Grow Karva Sakte hai
Fetch as Google kya hai, Iske Fayde or Iska Use Kaise Kare
Reviewed by Rishav Rai
on
September 16, 2017
Rating:
thank you bhai so muchh bohat shukria ye aricle bnane ke liye
ReplyDelete