Best Social Site konse hai Post Promote karne ke liye

Hi Friends


Aaj hm es Post me Jaanege Best Social Site konse hai Post Promote karne ke liye. Aagur Friends aap ek Blogger hai, To aap ko Apne Website ya Post Promote karne ka Jarurat Jarur padta hoga. Kyo ki hm Traffic ke liye sirf Search Enginee pe Depend nhi rhe sakte. Kyo ki hme agur Blog se Profit lena hai, To hme apne Website pe bhut sare Traffic ka jarurat padta hai. Kai New blogger ko pta nhi hota ki hm apne Post ko Promote karne ke liye Konse-Konse Social Site pe Post Share kar sakte hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Ya fir Online kitne Social Site hai. Jha pe hm apne Website ko Promote kar sake. Or Hmare Website pe Traffic aa sake. Ek chij ka aap Dhyaan rakhe Aapp jitna Apne Post ko Share karenge utna jada aap ko Profit hoga. Agur mai aap ko apne Btau to mai Apne Facebook pe Hmesa apne Website se Related kuche na kuche Post karta rheta hu. Maine Jab se blogger Start kiya hai. Mai sabse jada apne Website post ko hi Share kiya hai. Agur aap ko Apne Website ko Search Enginee me Rank karvana hai, To aap ko Apne Website ko Seo karna hoga. Aap ko Apne Post ko Rank Karane ke Liye Seo ka Khas dhyan rakhna padta hai. Jise aap ka Website Rank ho sake or Aap ke Website pe Search Enginee se Traffic aa sake.


Par Friends Apne Website ko Full Seo Karne ke liye Bhut Mhenat ka Jarurat padta hai. Aagur aap chahte hai Ki aap ke Website pe Search Enginee se best Traffic aaye to aap ko Apne Website ke Post me Best Keyword use karna hoga. Jise aap ke Post Google me Rank ho. Par apne Website ko Full seo Maintain karna bhut Muskil hota hai. Ise liye hm yha pe Social Media Network ka Shara lete hai. Es liye mai aap ko yha pe Best Social Site ke Name btaunga Jha pe aap apne Website ko Promote kar sakte hai.

Best Social Site konse hai Post Promote karne ke liye

Hm Yha pe Har ek best Social Site ke baare me jaanege jha pe Hm bhut hi aasani se apne Post ko Promote kar sakte hai. Or ye Sare Method aap ko bilkul free hai. In Social Media Network pe Apne Post ko Share karne me Koi Charge nhi lagte hai. Aap in Social Site pe Post Share kar ke Best Traffic la sakte hai Apne Website pe. Aap yha pe Best High Quality ka Backlink bna sakte hai. Jise aap ko hmesa Traffic milte rhega.

1. Facebook:- Post ko Promote karne ke liye aap ko Facebook kma use jarur karna chahiye. Yha se aap ko Best Traffic mil jayega. Facebook pe 1.5 billion se bhi jade users Active rhete hai. Apne Website ko Promote karne ke liye. Facebook pe Aap ko Apne Post Promote karne ke bhut se Facility mile jayenga jise ke Help se aap Traffic Gain kar sakte hai. Ise ke liye aap Facebook Page bna sakte hai.

2. Google+:- Aap ko Google+ me bhi Post Share karne ka Option milta hai. Ye bhi same aap ko Facebook ke trhe hi Facility deta hai. Isme bhi aap apne post ke jariye Apne Website pe Traffic paa sakte hai. Google+ Social Site bhi ise samaye bhut se Person use kar rhe hai. Google+ Social Site bhi Bhut hi Popular site hai.


3. Twitter:- Aap Twitter ke bhi Through apne Website ko Promote kar sakte hai. Yakin maniye Friends Aap Twitter ke Through apne post ko 140Words me Timeline me la sakte hai. Or ye Yaise Social Site hai. Jha pe bhut Popular Person Daily Kuche na kuche Promote karte rhete hai. Twitter me aap Hasgtags ka Use jarur kare apne Post me. Hasgtags Se aap ka Post bhut jada viral hota hai.

4. Linkedin:- Lnkedin bhi ek best site hai vaise to ise log Jobs ke liye jada use karte hai. Isme aap ko Apna Resume dena hota hai. Aap apne Post ko Resume ke trhe use kar ke Website pe Traffic la sakte hai. ye Website aap ke Kisi bhi Business ko Promote karne me bhut help karta hai. Aap Linkedin Website ko Blog ke lihye jarur use kare.

5. Whatsapp:- Aap Whatsapp ko Bhi use kar sakte hai. Apne Website ko Promote or Kisi bhi Business ko Promote karne ke liye. Aap Whatsapp pe Group bna sakte hai. Fir Group ke andur aap apne Website ko or Kisi bhi Busness ko Promote kar Paise kma sakte hai.

6. Pinterest:- Pinterest ek Image Sharing Website hai. Aap ko Jo bhi chij Share karna hai, Vo aap ko Image ke davara hi Share karna padega. Aap ko Pinterest Se Traffic pane ke liye Attrective Image Share karne ki jarurat hai. Jise aap ka Traffic Increase ho sake.

7. Tumblr:- Tumblr Site bhut hi Perfect site hai. Aap yha pe Har parkar se Apne Website ko Promote kar sakte hai. Tumblr me aap  ko Post, Image, Video or Quotes Ke jariye Share karne ka Facility de rha hai. Aap in ke davara Apne Post ko Share kar sakte hai. Aap ke Website pe Traffic aa sakte hai.


8. Youtube:- Aap Youtube pe Apne Post se Related Video bna kar Published kar sakte hai. Aap apne Video pe Apna Website Link or Video ke Description pe bhi Apna Website link de kar Traffic gain kar sakte hai.

9. Instagram:- Aap Instagram me Bhi Apne Post ko Share kar sakte hai. Par aap Yha pe Website Link Share nhi kar sakte hai. Aap ko yha pe Ek Attractive Image Share karna padega ta ki Aap ke Image ko Dekh kar pta chale sake ki Aap ka Image kise chij se Related hai.

10. Reddit:- Reddit Me aap apne Post ko Share kar sakyte hai. ye bhi bilkul  Tumblr ke trhe hi work karta hai. Aap agur ek blogger hai, To Aap ko Reddit or Tumblr Social Site ko Jarur use karna chahiye jise aap ke Website pe Best Traffic aa sake.

Ye the Friends mere kuche Point Social Site ko Lekar Agur Aap ek Blogger hai, To aap ko ye Point ko Jarur use Karna chahiyte or apne Post ko In sabhi Social Site pe Share Karna chahiye ta ki aap ko best traffic mile sake.

Ok Friends Best Social Site konse hai Post Promote karne ke liye Post me bs itna hi. Agur Friends aap ko ye Post pasand Aaye to Please aap Comment jarur kare. Agur Friends aap ko kisi bhi Parkar ka Problem ho ya aap ka Koi Question hoto Please Aap Mujhe Comment jarur kare. Mai aap ka Jarur help karunga. Hmare Social Media Network Ko Like, Share or Join Jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* Google Drive se Delete hue File ko Recover kaise kare
* 5 Different Types WordPress Hosting
* Pan Card ko SBI Bank Account ke sath kaise link kare
* BitCoins ko Kaise Buy or Sell kare
* Insurance Policy ko Aadhaar se Kaise Link kare

Best Social Site konse hai Post Promote karne ke liye Best Social Site konse hai Post Promote karne ke liye Reviewed by Rishav Rai on December 31, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.