Wifi ki Speed kaise badhaye(Wifi ka Speed badhane ka tarika) ?

Hi Friends,

Aaj hm ise post me jaanege Wifi ki Speed kaise badhaye(Wifi ka Speed badhane ka tarika) ? Wifi internet speed slow kyu ho jata hai ? Wifi ki speed ko Increase kaise kare ? How to Increase Wifi Speed. Is parkar ke or bhi Aap ke Question ka jawab aaj ke ise post me mile jayega. Dosto bhut se log ise parkar ke Question puchete hai. Or Dosto Ye post 1 January 2019 ke din update kiya ja rha hai So Happy New Year Aap ko or aap ke pure parivar ko. Aap ko ise post me kuche new chijo ke bare me bataya jayega.


Wifi ki Speed kaise badhaye(Wifi ka Speed badhane ka tarika) ?



Dosto mai aap logo ko bata du ki ye Question maine kai jghe pe puchte hue dekhe hai. Is liye maine Socha kyu n iske bare me aap logo ko bataya jaye. Mai Aap logo ko Aaj ke es post me bataunga ki Wifi ki Speed badhane ke liye hm kya kare. Dosto vaise to aap Wifi ki speed badhane ke liye bhut kuche kar sakte hai. Jinmese kuche points ke bare me mai aap logo ko ise post me bataunga.

Vise to dosto hme speed jitna chahe utna fast mile jaye par hmara jo Speed fast wala jo question hai vo to khatam nhi hone wala hai. Kyu ki dosto dhire – dhire logo ka kaam badhta ja rha hai. Agur hm phele ki baat kare to Starting me hm use karte the GPRS uske baad fir 2G aaya, uske baad 3G or 4G aaya tha. Ab market me 5G ko bhi le kar sor macha hua hai, ki March tk 5G India me aa jayega. Dekhte hai kya hota hai.

To dosto ab hm chalte hai apne topic ki or Wifi ka Speed kaise badhaye? Hm apne wifi netwok se utna speed nhi le pate actual me jitna milna chahiye 4G hone ke baad bhi Uploading or Downloading Speed utna nhi milta hai. to aaj ke ise post me jaanege Wifi ka speed kaise hm badha sakte hai. Or dosto sabse jada ye problem youtuber ko aata hai. Koi bhi agur Regular blogger hoga vo sabse phele Internet Speed check karega kaisa hai. to dosto Wifi speed slow hai 4G hone ke baad bhi kya kare. Iska complain bhut jada aata hai.  Wifi Speed Slow hone ke kai kaaran ho sakte hai. Ab hm jante hai ki Wifi ki Speed kaise badhaye ? 

Wifi ki Speed Kaise badhaye ?


Wifi ki Speed kaise badhaye ko lekar mai aap ko niche kuche tips de rha hua aap unhe follow jarur kare agur aap ke liye faydemand hoto aap comment karke jarur bataye.

1. Wifi Set Perfect Location:- Dosto Wifi ko agur perfect signal hi nhi milega to vo aap ko kaise perfect speed provide karega. Isliye sabse phele aap apne Wifi Router ko thik jghe par rakhe. Aap ek chij ka dhyan rakhe ki aap ke Router ke 2Feet ke duri par uske saamne kuche bhi n ho. Aap apne Router ko jitna upar or thik jghe pe lagayenge utna aap ko best service milega.

Aap Router ko lagane ke liye unke hi bande ko bole ta ki vo apne mutabik thik jghe par laga sake jaha par Router ko thik signal mile sake. Aap ek baar apne Router ko bilkul permanent fix karvane se phele temprory me 5min ya kuche time tk chala kar dekhle le. Jab aap ko lage kin hi network thik hai tab aap WIFI Router ko fix kare. Wifi set perfect location ye tips aap ke liye bhut important hai. Wifi ki speed ko badhane ke liye. Wifi ki Speed kaise badhaye me ise topic pe dhyan rakhe.

2. Wifi ka Sahi Direction:- Dosto sabse phele to aap dhyan rakhe ki aap ke router signal ka direction 360Degree angle ko cover karta hai. Is liye aap ko direction ko lekar koi problem nhi aa sakta hai. Jaisa ki maine 1 point me bataya ki aap ko apne wifi signal ke 2feet ke andur koi  bhi chij n rakhe.


3. Schedule Reboot:- Dosto jaisa ki kai baar lagatar Laptop work karta rhe matlab ki aap Laptop ka Shutdown nhi kar rhe hai, na use Reboot kar rhe hai to kai baar hme problem aa jata hai. Speed ko lekar. Isi trhe hme ek Schedule banana chahye Wifi Router ko Reboot karne ke liye. Agur aap time – time pe use Reboot karte rhenge to aap ko speed jada milne ka change badhe jata hai.

4. Wifi ko Diwal pe n rakhe:- Dosto aap jabhi bhi wifi lagvaye use kisi diwal ke sahare n lagvaye. Aap kisi metal ka use kare or vo metal thora lamba hona chahiye ta ki aap ke Ghar ka diwal aap ke wifi signal ke liye rukavatn bane. Wifi Router ko aap TV se dur rakhe matlab ki aap digital signal wale chijo se dur rakhe ise bhi aap ko speed thora thik milnega chance hai.

5. Wifi Password:- Dosto sabse jada jaruri aap ko dhyan rakhna hai apne password ka ta ki koi bhi aap ka wifi internet connection ko access n kar sake. Aap ko jabhi bhi time mile ek baar jarur check kare ki aap ka Wifi Internet connection koi use to nhi kar rha hai. Jiske kaaran aap ko Internet speed me koi problem aa rha ho.

Aap hmesa apne Wifi ka password jarur change karte rhe ta ki koi bhi aap ka internet galti se bhi n use kar sake kyo ki friends kai baar koi hmse hi password maang kar baad me uska miss used karne lag jata hai. jise hme wifi speed ko lekar bhut problem aa sakta hai.


6. Blocked:- Dosto koi bhi aap se aap ke wifi ka password mangta hai. Aap use dena chahte hai, to dede lekin aap uska ip address use hone ke baad jarur blocked karde, ta ki vo aap ke permission ke bger use n kar sake. Jab aap ko use Internet access karne dena chahte hai, to uska ip address ko unblocked karde.

7. Wifi Setting Reset:- Dosto kai baar hme koi problem aa rha hota hai, or hm use sahi karne ke chakar me kuche or problem kar dete hai. jiske kaaran aap ko bhut se problem aa sakte hai. Wifi Internet ka connection ya speed thik n rhena. Istrhe ka kuche problem hoto aap ek baar use Reset bhi kar sakte hai. Reset karne ke baad aap apna Password bhi change jarur kare.

Apne Wifi Speed ke liye aap ko is sabhi baato ka dhyan rakhna chahiye or bhi kai chijo ka dhyan rakhna padta hai. Agur aap Internet ka speed bhut jada fast chahte hai, to vaise to dost internet ka sabse jada problem youtuber ko aata hai. kyo ki sara work fast – fast  upload karna hota hai, to ki unka video time se unke viewers ko mile sake.

Ok Friends Umid karta hu aap ko Wifi ki Speed kaise badhaye(Wifi ka Speed badhane ka tarika) ? ye post pasand aaya hoga. Agur Friends aap ke liye ye post helpful hoto aap ise post ko apne friends ke sath share jarur kare. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka  koi question hoto aap ise post pe comment jarur kare mai aap ka help jarur karunga. Or Hmare Social Media Network ko like, share or Join jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* Kisi Bhi Mobile Number ka Location Kaise Trace kare 
* Whatsapp or Facebook ke Calls Record Kaise Kare 
* Android Mobile Phone Par Screen Share kaise kare

Wifi ki Speed kaise badhaye(Wifi ka Speed badhane ka tarika) ? Wifi ki Speed kaise badhaye(Wifi ka Speed badhane ka tarika) ? Reviewed by Rishav Rai on January 01, 2019 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.