Hi Friends,
Aaj hm es post me jaanege Android Mobile Phone Par Screen Share Kaise Kare. Dosto Mac ya Window par screen share karne ke liye bhut se application hai. Jise aap apne screen ko apne partner ke sath share kar sakte hai. Iske liye aap ko bhut se software Internet pe mil jayenge. Jise aap apne screen ko dusre ke sath share kar sakte hai. Aap in app ko use karke aap kisi bhi person ka help kar sakte hai.
Dosto Screen Share karne ka system bhut hi best hai. Iske help se bhut se bade-bade company apne client ka online help karte hai. Jise unhe kisi bhi parkar ka problem n ho vo screen share ka system use kar apne client ke project se related problrm ko bhut hi aasani se solve karte hai. Aap duniya me khi pe bhi ho aap ko sirf screen share software or internet ka jarurat hai aap khi se bhi kisi ka bhi help kar sakte hai.
Dosto iska use kuche log paise kamane ke liye bhi use kar rhe hai. Aap is Screen share System ko khud bhi use kar paise kama sakte hai. Dosto iska use aap file share karne ke liye kar sakte hai. Aap ko file share karne ke liye ek software or internet ka jarurat hai jiske help se aap dusre ka pc access kar sako. Ye system sirf aap online use kar sakte hai iske liye dono pc me internet hona jaruri hai, offline aap is system ko use nhi kar sakte hai. Ise liye aap ke pass internet hona jaruri hai.
Isi trhe dosto aap Android Mobile Phone par bhi Screen Share kar sakte hai. Iske liye mai aap ko is post me full guide karunga jise aap ko kisi bhi parkar ka problem n ho.
Dosto phele ye system bs Pc ke liye hi tha lekin ab aap mobile phone ka bhi screen share kar sakte hai. Aap ko sabse phele apne mobile phone softwsre ko latest version update karna hoga. Mobile Phone Update karne ke baad aap ko Inkwire software download karna hai. Dosto Inkwire software ko khas baat ye hai ki iske liye koi condition nhi hai matlab ki aap koi bhi country se apne partner ka screen share kar sakte hai.
Aap ko bs apne partner ke Mobile Phone me Inkwire install karna hoga. Uske baad se aap screen share system ko use kar sakte hai. Is app ka sabse best features ye hai ki aap koi bhi country se kisi bhi Person ka mobile phone share kar sakte hai. Ise liye dosto mai aap ko isi app ke bare me btaunga ki aap ko ise kaise use kaarna hai, to dosto aap step by step follow jarur kare.
Step1:- Sabse Phele aap ko Apne mobile phone or apne partner ke mobile phone pe Inkwire Apps ko Install karna hoga.
Step2:- Ab aap Application ko open kare ab aap ko Screen pe 2Option dikhenge Share or access Aap ko jis Mobile Phone ka Screen Show karna hai uspe Share par click kare or jis Mobile Phone se aap screen access karna chahte hai uspe aap access pe click kare.
Step3:- Ab aap ke share kiye gye Mobile Phone pe ek code aayega aap us code ko Access kiye jaane vale Mobile Phone me Fill karde or Access pe click kare.
Step4:- Ab aap apne access mobile phone se share kiye gye mobile phone ke Screen ko dekh sakte hai or uske mobile se aap koi bhi work apna kar sakte hai.
Ok Friends Umid karta hu aap ko Android Mobile Phone Par Screen Share kaise kare Post pasand aaya hoga. Agur Friends aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi Question hoto aap is post pe comment jarur kare Mai aap ka jarur help karunga. Agur is post se aap ko kuche sikhne ko mila hoto aap is Post ko jarur apne dosto ke sath share kare. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join jarur kare.
Aaj hm es post me jaanege Android Mobile Phone Par Screen Share Kaise Kare. Dosto Mac ya Window par screen share karne ke liye bhut se application hai. Jise aap apne screen ko apne partner ke sath share kar sakte hai. Iske liye aap ko bhut se software Internet pe mil jayenge. Jise aap apne screen ko dusre ke sath share kar sakte hai. Aap in app ko use karke aap kisi bhi person ka help kar sakte hai.
Dosto Screen Share karne ka system bhut hi best hai. Iske help se bhut se bade-bade company apne client ka online help karte hai. Jise unhe kisi bhi parkar ka problem n ho vo screen share ka system use kar apne client ke project se related problrm ko bhut hi aasani se solve karte hai. Aap duniya me khi pe bhi ho aap ko sirf screen share software or internet ka jarurat hai aap khi se bhi kisi ka bhi help kar sakte hai.
Dosto iska use kuche log paise kamane ke liye bhi use kar rhe hai. Aap is Screen share System ko khud bhi use kar paise kama sakte hai. Dosto iska use aap file share karne ke liye kar sakte hai. Aap ko file share karne ke liye ek software or internet ka jarurat hai jiske help se aap dusre ka pc access kar sako. Ye system sirf aap online use kar sakte hai iske liye dono pc me internet hona jaruri hai, offline aap is system ko use nhi kar sakte hai. Ise liye aap ke pass internet hona jaruri hai.
Isi trhe dosto aap Android Mobile Phone par bhi Screen Share kar sakte hai. Iske liye mai aap ko is post me full guide karunga jise aap ko kisi bhi parkar ka problem n ho.
Android Mobile Phone ka Screen dusre Mobile Phone ke sath share kaise kare.
Aap ko bs apne partner ke Mobile Phone me Inkwire install karna hoga. Uske baad se aap screen share system ko use kar sakte hai. Is app ka sabse best features ye hai ki aap koi bhi country se kisi bhi Person ka mobile phone share kar sakte hai. Ise liye dosto mai aap ko isi app ke bare me btaunga ki aap ko ise kaise use kaarna hai, to dosto aap step by step follow jarur kare.
Step1:- Sabse Phele aap ko Apne mobile phone or apne partner ke mobile phone pe Inkwire Apps ko Install karna hoga.
Step2:- Ab aap Application ko open kare ab aap ko Screen pe 2Option dikhenge Share or access Aap ko jis Mobile Phone ka Screen Show karna hai uspe Share par click kare or jis Mobile Phone se aap screen access karna chahte hai uspe aap access pe click kare.
Step3:- Ab aap ke share kiye gye Mobile Phone pe ek code aayega aap us code ko Access kiye jaane vale Mobile Phone me Fill karde or Access pe click kare.
Step4:- Ab aap apne access mobile phone se share kiye gye mobile phone ke Screen ko dekh sakte hai or uske mobile se aap koi bhi work apna kar sakte hai.
Ok Friends Umid karta hu aap ko Android Mobile Phone Par Screen Share kaise kare Post pasand aaya hoga. Agur Friends aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi Question hoto aap is post pe comment jarur kare Mai aap ka jarur help karunga. Agur is post se aap ko kuche sikhne ko mila hoto aap is Post ko jarur apne dosto ke sath share kare. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join jarur kare.
Android Mobile Phone Par Screen Share kaise kare
Reviewed by Rishav Rai
on
October 22, 2018
Rating:
No comments: