Whatsapp or Facebook ke Calls Record Kaise Kare

Hi Friends,

Aaj hm is post me jaanege Whatsapp or Facebook ke Calls Record Kaise kare. Dosto jaisa ki aap jante hi honge ki aap ko kai baar kuche Problem karke calling proof ka jarurat pade jata hai. Ise trhe me agur aap ke pass calling proof n hoto aap Problem me pade sakte hai. Is liye aap agur sabhi calls ka recording rakhe to aap bhut hi samajhdar person khe layenge. Aap ko kai baar kisi ko koi bharosa dilwane ke liye call pe kiye jaane wale baat ko sunane ka jarurat hota hai or iske liye aap ko calls ko recording karna bhi jaruri hai.


Whatsapp or Facebook ke Calls Record Kaise Kare


Dosto Play Store me aap ko Normal Calls ko Record karne ke liye bhut sare application mile jayenge. Kuche Mobile Phone ke Company ne phele se hi Calls Recording features de rakha hai, ki aap apne sare calls ko chahe to setting ka use kar recording kar sakte hai. Dosto Normal Calls Ko Record karne ke liye aap ko Play Store pe software mile jayenge. Par aap dhyan rakhe ki aap koi galat apps ko n use karle. Jise aap ke Mobile Phone ke Security me problem aa jaye. Kuche Dost puche rhe the ki hm apne Whatsapp or Facebook Ke Calls Record Kaise Karte hai, to dosto aap is post ko pura padhe mai is post me full details ke sath Step by Step btaunga.

Whatsapp or Facebook Ke Calls Record Kaise Kare


Dosto Whatsapp or Facebook ke calls records karne ke liye aap ko ek Software ka jarurat hai. Jiska Naam hai Cube Call Recorder ACR is app ko install kare. Ye app aap ko Play Store pe mil jayega Aap use Install karle or fir use Open kare. Ise app se aap Whatsapp or Facebook ke calls ko record kar sakenge. Isme aap ko kuche setting karna hoga setting karne ke liye is post me diyegye step ko step by step jarur follow kare.

Step1:- Sabse phele playstore pe jaaye or Cube Call Recorder ACR ko Install kare.

Step2:- Agur aap is app ko use karna chahte hai, to aap ko kuche permission dene padenge. Agur  aap permission ka allow nhi karenge to ye app work nhi karega. Aap apne suvidha anusar ise permission dede.


Step3:- Aap jab permission de denge to aap ko upar 3line dikhega left side pe uspe click kare.

Step4:- Ab aap ko vha pe Recording ka Option dikhega aap uspe click kare.

Step5:- Ab aap ko vha pe VoIP recording ka option dikhega aap use Enable kare or fir aap I UNDERSTAND ke option pe click kare.



Step6:- Ab aap Accessibility ke Option par redirect ho jayenge. Aap ko vha pe app ka Name dikhega aap use Enable karde.

Dosto ab aap Whatsapp ya facebook ke sabhi calls ka recotding kar payenge. Aap job hi calls pe baat karenge ye app un calls ko record karlega. Fir aap jab bhi call record ko sinna chahte hai. Aap Cube Call Recorder ACR app ko On kar sun sakte hai. Ye app aap ke proof ko collect karne ke liye bhi best  hai.

Dosto umid karta hu aap ko Whatsapp or Facebook ke calls Record kaise kare Post pasand aaya hoga. Agur Friends aap ko ye post pasand aaya ho ya ye app aap ke liye helpful hoto aap is post ko apne Friends or Relatives ke sath share jarur kare. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi Question hoto aap is  post pe comment jarur kare mai aap ka jarur help karunga. Aap hmare Sath jude rhene ke liye social Media Page or Group ko Like, Share or Join jarur kare.

Ye bhi Padhe.

Whatsapp or Facebook ke Calls Record Kaise Kare Whatsapp or Facebook ke Calls Record Kaise Kare Reviewed by Rishav Rai on October 22, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.