Hello Friends,
Aaj hm es post me jaanege ki ATM Card se Card to Card Money Transfer
kaise karte hai. Iske bare me aap mese kai logo ko pta hoga agur aap ko nhi pta
ki ATM Card se money kaise transfer karte hai to aap ye post suru se lekar last
tk jarur padhe. Vaise to dosto bank account me money transfer karne ke or bhi
bhut se tarike aa chuke hai. online money transfer karne ke to ab itne tarike
is smye mojud hai ki aap ko ab apne ghar se bahre bhi jaane ka jarurat nhi
padega.
ATM Card ke davara money transfer karne ka system bhut hi
best hai. Iske liye aap ko apne bank ke ATM me se money transfer karne ka
option select kar transfer kar sakte hai. baki ka process mai aap ko niche step
by step btaunga. Aap step ko thik se follow kar money transfer kar sakte hai.
ATM Card se Card to Card money transfer kaise kare step by step
ATM Card se Card to Card money transfer karne ke liye sabse phele aap ko
ATM Machine ke pass janna hoga. Bina ATM Machine ke aap ye process follow nhi
kar sakte hai.
1. Sabse phele aap ko apna ATM Card ATM Machine me swap karna hai.
jaise aap paise nikalne ke liye swap karte hai. same vaise hi aap ko apna ATM
Card swap karna hai.
2. ab aap ko language select karna hai hindi ya English,
English ko select kare.
3. Ab aap se 4 digit pin code mangega vo aap bharde bharne
ke baad aap ko Card Money Transfer ka option pe click karna hai.
4. Ab Aap Jis Atm Me Paise Transfer Karna Hai Us Atm Ka 16
Digits Card No. Fill kare. Card No. Card ke front me type kiya gya hota hai ye
kamse km 16 Digits se upar ke ho sakte hai. Aap jo digits type kar rhe hai use
thik se type kare galat hone pe aap ke paise vapus se aap ke bank account me
aane me bhut problem hoga vo bhi pka pta nhi ki vo person aap ke paise vapus
karega ya nhi.
5. Aap jo bhi Card No. Fill kiye hai use thik se confirm
karle or Ok karde. Ab aap job hi amount transfer karna chahte hai vo type kar
Ok karde.
6. Ab Aap ke screen pe puchega ki Account kis type ka hai (Saving
ya Current) agur aap ka saving hai to saving pe click kare.
7. Ab aap jaise hi Account select kar confirm Enter karenge aap
ne jo Amount bhara tha vo us ATM se register Account me paise aa jayenge. Aap ke
saamne success ka message bhi show ho
jayega or Agur ATM me Recipt page hoga to uspe print ho kar aap ka bill nikal
jayega. Sara Details check kar confirm karle ki ha sab kuche thik hai. Jab tk
paise confirm n ho jaye ki aap ke dale gye Card No. Me paise chale gye hai tb
tk ye Recipt apne pass rakhe.
Aap ko agur kisi bhi parkar ka problem hota hai ya error
aata hai, to aap bank me ja kar us error ka pta kare kyo ki kai baar paise bhi
cut ho jate hai or paise bhi transfer nhi hota hai or bhi kai parkar ke problem
ka saamna karna pade sakta hai.
ATM Card se Card to Card paise transfer karne ke liye bhi limit hota hai.
harek bank ke alag – alag limit hota hai aap us limit ke according hi paise transfer
kare agur aap ko limit ke bare me nhi pta to aap bank se contact kar limit ke bare
me jaan sakte hai.
Ok Friends ATM Card se Card to Card Money Transfer kaise kare post me bs
itna hi. Agur Friends aap ko ye Post Ascha lga hoto Please Aap es Post pe
Comment jarur kare. Agur Friends aap ko kisi bhi parkar ka Question ho ya aap ko
koi Problem ho To Please aap mujhe Comment jarur kare mai aap ka Pura help
karunga. Hmare Social Media Network ko like, Share or Join jarur kare.
Ye Bhi Padhe.
ATM Card se Card to Card Money Transfer kaise kare
Reviewed by Rishav Rai
on
June 17, 2018
Rating:
No comments: