Hi Friends
2. Dosto Second Method me aap ko CSS Code me kuche Code Save Karna Hai. Dosto esme aap ko 2Option deta hai. ek to aap ke Text ko UnSelected karta hai. or Dusra aap ke Image Ko UnSelected karne me Help karta hai. Dosto ye Method Bhi aap ke Website ko Search Enginee me Aane me koi Problem Nhi karta hai.
3. Dosto ye Jo Code hai aagur aap ye use karte hai. to aap ke website pe sabkuche copy hona band ha jayega. Or ye sabsde aasan code hai. es code ke liye aap ko Template Edit karna hai. or CTRL+F4 click karna hai. fir ek Template me Search Box Open hoga Usme aap ko <header> search karna hai. uske baad ye jo code hai <header > ya <body>ke baad use karna hai.
Ok Friends Website Post Content ko Copy Hone se Kaise Bachaye es Post me Bs Itna hi Aagur Dosto aap ko kisi bhi Parkar ka Problem Hota hai To Aap Mujhe Comment kare ya Contact Forum bhi bhar sakte hai. Aagur Friends Aap ko ye Post Pasand Aaya ho ya Aap ka Koi Question ho to Please Aap Mujhe Comment kare. Or Hmare Social Media Page or Group ko Like Or Join Jarur kare.
Aaj hm es Post me
Jaanege ki Kaise Hm Apne Website Post Content ko Copy Hone se Kaise Bachaye.
Dosto Aaj Kal Content ki Bhut Chori ho rha hai. es liye aaj hm es post me
Content ko copy hone se bachane ke baare me baat karenge. Dosto ye copy hone
vala Problem Sabse jada Kuche New Blogger Create karte hai. Es liye Friends Ab
mai ye Hone Vali Chori ko Khatam Karne ka Solution dunga. Dosto Chori Karne
Wala System bhut hi Kharab hai. kyo ki ese Hm sabko Problem hota hai. Sabse
jada Problem Jo Chori Karta hai Use hota hai.
Dosto Aagur aap Copy kiye gye Post ko Apne Website pe use
karte hoto Aap ka Adsense Account Block Hosakta hai. Aap agur apne website
ko adsense account se monetize kiye ho
to. Dosto Adsense ka ye Policy hai. ki aap apne Website pe Copyrighted Post ko
Nhi usre kar sakte Aap agur fir bhi use karte hoto Adsense aap ke 100$ hone se
Phele hi aap ka Account Block kar dega.
Website Post Content ko Copy karne ka Kya Kaaran hai
Dosto Kai Blogger Soukh ke Kaaran or Paise kamane ke Liye Blogging
Start karte to hai. par Kuche Samaye baad unke dimaag me fir koi Post samajh
nhi aata ki vo ab kis chij pe content likhe jise ke kaaran vo Fir Dusro ke
Content Chori karne lagte hai. Dosto Content me sab kuche aata hai. Chahe vo Image kyo n ho. Kai
Blogger Time ko Bachane ke liye Post ko Kai Website se Copy karte hai. Jise ke
Kaaran aap Blogging me jade smye tk Success nhi pa Sakte hai.
Website Post Content ko Copy Hone Se Kaise Bachaye.
Dosto Website Post Content Ko Copy hone Se Bachane ke Liye Bhut
se Methods hai. Par hm 3Methods Jaanege Website Post Content ko Copy Hone se
Bachane ke liye Dosto Aap en Methods ko Thik se Padhe or Use Kare. Dosto mai job
hi Methods bta rha hu ye Methods bilkul free hai. or ese aap ke Website ko koi
Nuksaan nhi hoga.
1. Dosto Sabse Phele aap ko Blog me Login hona hai. Login
Hone ke Baad aap ko. Theme Pe jaana hai. fir aap ko apne website ke Template ko
Edit karna hai. Edit karne ke baad aap ok CTRL+F4 Press karna hai. Fir Right
Side Me Search Box Oprn Hoga aap ko Vha pe </header> likh kar Search
Karna hai. Fir Aap ko </header> ke Uper Code Paste Karna hai. Jo es Topic
Me Code diya hua hai ye code Paste karne ke baad Template ko save karde. Ab aap
ke Website pe Right Click Desable Ho jayega.
Copy This Code Desable Right Click |
---|
<!-- Start mozedia disable copy paste code --> <script type='text/javascript'> if (typeof document.onselectstart != "undefined") { document.onselectstart = new Function("return false"); } else { document.onmousedown = new Function("return false"); document.onmouseup = new Function("return false"); } </script> <!-- End mozedia disable copy paste code --> |
2. Dosto Second Method me aap ko CSS Code me kuche Code Save Karna Hai. Dosto esme aap ko 2Option deta hai. ek to aap ke Text ko UnSelected karta hai. or Dusra aap ke Image Ko UnSelected karne me Help karta hai. Dosto ye Method Bhi aap ke Website ko Search Enginee me Aane me koi Problem Nhi karta hai.
* Sabse Phele Aap ko Theme pe jaana hai.
* Fir aap Customize pe click kare Fir aap ke Saamne ek or
Page Open hoga. Usme Aap ko Advance Pe Click karna hai.
* Advance pe Click karne ke baad Scroll kare fir Niche Aap
ko Add CSS Pe Click karna hai.
* Ab aap ke Saamne Side pe Add CSS Custom open hua hoga yha
pe Aap ko Es Topic ke Niche 2Code hai. Ek Text Selection ko Desable karne ke
liye or 2Image Selection ko Desable karne ke liye Diye gye Code Ko CSS Pe Paste
karna hai.
1 Desable Text Select
Ye Code aap ko CSS Code me Add Karna hai. jaise hi aap es
Code ko Apne CSS Code me Add karte hai. to aap
Ke Website pe Text Desable Code Ok Ho Jayega. Fir aap ek baar check karle Thik work kar rha hai ya nhi.
Copy This Code Desable Text Selected |
---|
body { -webkit-touch-callout:none; -webkit-user-select:none; -khtml-user-select:none; -moz-user-select:none; -ms-user-select:none; } |
2 Desabled Image Copy
Ye code ko bhi aap ko Add Custom CSS Me Save kar de Dosto
Aap jo bhi code use kare use ek baar check kar le ki vo activate hai ya nhi.
Aap jaise hi es code ko save karoge. Aap ke website pe Image copy disable ho
jayega.
Copy This Code Desable Image Selected |
---|
img { -webkit-touch-callout:none; -webkit-user-drag:none; -khtml-user-drag:none; -moz-user-drag:none; -ms-user-drag:none; } |
3. Dosto ye Jo Code hai aagur aap ye use karte hai. to aap ke website pe sabkuche copy hona band ha jayega. Or ye sabsde aasan code hai. es code ke liye aap ko Template Edit karna hai. or CTRL+F4 click karna hai. fir ek Template me Search Box Open hoga Usme aap ko <header> search karna hai. uske baad ye jo code hai <header > ya <body>ke baad use karna hai.
<body ondragstart="return false" onselectstart="return false">
|
Ok Friends Website Post Content ko Copy Hone se Kaise Bachaye es Post me Bs Itna hi Aagur Dosto aap ko kisi bhi Parkar ka Problem Hota hai To Aap Mujhe Comment kare ya Contact Forum bhi bhar sakte hai. Aagur Friends Aap ko ye Post Pasand Aaya ho ya Aap ka Koi Question ho to Please Aap Mujhe Comment kare. Or Hmare Social Media Page or Group ko Like Or Join Jarur kare.
Ye Bhi Padhe.
* Blog Me Adsense ke Ads Kaise or Kha Pe Lagaye Jise Hamara Adsense Earning Improve ho
* Google Adsense Native Ads Kya Hai Iske Fayde or Ese Kaise Use Kare
* ADSENSE PE ACCOUNT KAISE BANAYE.
* ADSENSE PE ACCOUNT KAISE BANAYE.
* Adsense Approved karane ke liye Maine Kya Kiya
* Adsense Account Me Kisi or Ka Bank Account Kaise Use kare Payment ke Liye
* ADSENSE APPLY KARNE KE TIME KIN CHIJO KA DHAYAN RAKHE.
* Adsense se Paise kaise Kamaye.
* Adsense Earning Increase Kaise kare.

Website Post Content ko Copy Hone se Kaise Bachaye
Reviewed by Rishav Rai
on
September 04, 2017
Rating:
No comments: