ADSENSE APPLY KARNE KE TIME KIN CHIJO KA DHAYAN RAKHE.

Hi Friend,
Aaj Mai Aap ko bataunga ki hme Apna Website Adsense ke Sath jorne se Phele hme kin Chijo ka dhyan rakhna Chahiye.

kai logo ka Kahna hota hai.ki Adsense ko Blog pe approved karana bhut Muskil hota hai Par nhi Abe Ye koi Jada Muskil nhi hai Buse Aap ko kuche Chijo ka Dhayan Rakhna Padta hai. Or thora sa Hard Work bhi karna hota hai.ise jada or kujhe Nhi.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Blog Pe Kya n Kare?

1.Kabhi bhi aap Post ko Khi se Copy kar ke n lagaye.

2.Kabhi bhi Google ki Image Blog pe n Lagaye. Nhi to vo Copyright mana jayega.

3.Kabhi bhi Galat Chijo ka Sahara n le.
Matlab apne friend ko bina matlab ka Post pr click karne ko n bole.

4.Views badhane ke liye kabhi bhi. Ek vayakti ke Phone se baar baar Click n kare.

Adsense ke Liye Apply Karte Samaye Blog pe Kin Chijo ka Dhayan rakhe?


1.Aap Ke Blog Pe 8 Post se Upar Post ho.

2.Aap ke Blog me koi bhi Chij Copyright n ho.aagur hai to use hta de.

3.Aap ke Blog me 3chijo ka hona bhut jaruri hai. Contact Forum,About me,Policy & Privacy ye Tin chijo ka hona bhut jaruri hai.

4.Har Post ke sath Ek Image Jarur lagaye.

5.Aap ke Blog pe 500 Views se Jade Views hone Chahiye.

6.Aap ke blog Pe Domain Register Hona Chahiye.

7.Aap ka Traffic Source Badhiya hona Chahiye.

8.Aap ke Blog ke Template Badhiya ho.
Matlab aap jo bhi Post daal rhe ho vo Badhiya dikhe.

     Aagur aap ye sare Bato ko dhyan me rakh kar Kam Karoge to aap ka blog kabhi bhi disapproved nhi hoga n hi kabhi aap ko Problem ho ga Or aap Paise bhi Badhiya kamayenge.
  Aap ko Ise Post se Related Koi Problem ho to aap mujhe Jarur Comment kare. Aap ko ye Post kisa Laga Please Comment kar ke btaye.

Ye Bhi Padhe.
ADSENSE APPLY KARNE KE TIME KIN CHIJO KA DHAYAN RAKHE. ADSENSE APPLY KARNE KE TIME KIN CHIJO KA DHAYAN RAKHE. Reviewed by Rishav Rai on June 30, 2016 Rating: 5

4 comments:

  1. Thnks bhai...me apne blog me ye jarur....karunga.
    Aap mere blog ko dekhe.
    Nayasikhe.blogspot.in

    ReplyDelete
  2. Bhai aapke blog me to domain to register nahi he

    ReplyDelete
    Replies
    1. बगैर डोमेन रजिस्टर किए भी ऐडसेंस अकाउंट एप्रूव्ड हो सकता है।

      Delete
    2. Ha bhai ho sakta hai. Aagur aap blogging pe thik se work kar rhe hai to or ye jo post mine likha hai ye mere khud ka Experience hai. Aap es Post ko follow kare apna Adsense Account Approve karvaye.

      Delete

Powered by Blogger.