Adsense Approved karane ke liye Maine Kya Kiya

Hi Friend,
Aaj mai aap ko btaunga ki Mine Adsense Approved karane ke liye kya-kya kiya.
Ghabrane ki koi jarurat nhi hai. Adsense Approved karana Ye Bhut hi aasan hai vise to meri Galtiyo ke karan Mera Adsense Application 4 to 5 times Disapproved hua tha. Har ek baar mai kujhe n kujhe Change Kar ke dekhta tha ta ki pta chale sake ki kise galti ke karan mera Application disapprove hota tha. Lekin abe mera Adsense Approved ho gya hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Adsense Approved karane me Maine kya kya Galti kiya tha.

1. Maine 2Post likha tha.

2. View kam the mere Site pe.

3. Image ki Size bhut bada tha.

4. About Us, Contact Us or Privacy & Policy Page maine nhi banaya tha.


5. Maine Adsense Approver karane ke liye Post or Page ko Pairagraph or Space Chode kar nhi likha tha. Jaise maine jo 1. 2. 3. Ye jo No. Maine is Post ke line me lagaya hai In sab ke biche me maine Space nhi Choda tha.

6. Or maine Kujhe Image bhi Copyright lagaya tha Ye sare maine Galtiya ki thi.


Adsense Approved karane ke liye kya n kare.

1. Aap khud apni Website ko bina matlab ka n khole.

2. Image Copyright n lagaye.

3. Post ya Page ko Headline me n likhe.

4. Koi bhi Chij Copyright n ho.

5. Post me sirf Post se Related Image lagaye. Faltu ke Image n Lagaye.

6. Koi bhi Point Or Pairagraph likhne ke Baad 1Full line Jarur Chode.

Adsense Approved kaise hua.

1. Mera 12 Post the.

2. Sare Post Pairagraph me or Space Chode kar likha tha. Aap ise Post me dekh sakte hai.

3. About Us, Contact Us or Privacy & Policy. Page lgaye.

4. 750 Page Views.

5. Aap aagur Post likh rhe hai usme aagur Image lga rhe hai to image se phele or Image ke Baad 1Line chode. Aap mere baaki ke Post me Dekh Sakte hai.

6. Aap jo bhi Image Lagaye vo 70Kb ke andur hona chahiye. Ta ki aap ka kaam bhi ho jaye or Aap ke Site ka Speed bhi thik rhe.

7. Sare Post maine Khud se Likha ta ki kisi bhi parkar ka copright n ho sake.

8. Template badhiya Lagaye ta ki aap ka Website badhiya lge.

9. Adsense ka Add aap template me thik se lagaye. Matlab ki Aap Adsense ka Add Samne or Upar ke Side me hi lagaye. Ta ki jo aap Adsense Add lga rhe ho Uska Application Adsense ke member ko Review karne me aasani ho.

10. Har Post me 1Image jarur lagaye. Ye sare Tarike apnaye Aap ka Adsense Approved ho jayega.

Aagur aap ko koi bhi Problem ho to aap mujhe Comment kar ke Puche Sakte hai. Aap ko ye Post kaisa Laga or Aap ka Koi Question ho to Please Comment kar ke btaiye mai aap ka pura help karunga.

Adsense Approved karane ke liye Maine Kya Kiya Adsense Approved karane ke liye Maine Kya Kiya Reviewed by Rishav Rai on July 29, 2017 Rating: 5

2 comments:

  1. Hi friends achha article likha hai aapne. But me shikayat karna chahunga.Aap ek hinglish blogger hai but aapke likhne me bahut sari galtiya hai jo post ko quality ko khatm kar rahi hai

    Aapne jaha jah mine
    likha hai mene kar dijiye.
    Pairagraph ise peregraph kijiye
    Kujhe ise kush like

    Kush image bhi copyright...
    aagur is word ko agar kijiye
    rhe ko rahe kijiye

    Aur.bhi words hai ek bar check kijiye


    ReplyDelete
    Replies
    1. Aap ne mere Post pe Comment kiya mujhe Ascha lga Mujhe sare line samajh aagya par jo line maine niche likhe hai. Comment me vo samajh me nhi aaya sp ek baar thik se btao

      Kujhe ise kush like Kush image bhi copyright... aagur is word ko agar kijiye rhe ko rahe kijiye

      Es line ka mai matlab nhi samajh paya hu

      Maine ye Post sirf Help ke Liye Likha hai. Mera bs yahi manna hai ki aap ko bs Samajh me aana chahiye or ye Post ka Maine koi Planing nhi kiya tha Jo mere Sath hua vo mai Apne tarike se Likha hu Vaise mai Aap ke Baat pe Gour Karunga.

      Comment karne ke Liye Thanks

      Delete

Powered by Blogger.