Hi Friends
Aaj hm es Post me Janege ki Apne Image Jaisa Sticker Kaise
banaye. Friends Image ka Sticker Aap ke Liye Bhut Hi Important hai. Agur aap ka
Website ya fir Youtube Channel hai, To aap ke Liye Image ke jaisa Sticker aap
ke Design ko Best banata hai. aap ke video pe visitors ka impression dikhta
hai, agur aap ka Design or knowledge sahi hoto. Aap kai Youtuber Ko dekhte
honge jo apne Youtube video pe Apne Image jaisa hi sticker Lagaye honge or vo
dekhne me bhi ascha lgta hai.
Image Jaisa Sticker kaise banaye.
Friends aap ko Image jaisa Sticker banane ke liye aap ko ek
application ka jarurat padega jiska name hai Booble keyboard aap es application
ko download kare. Ye Application aap ko PlayStore pe Mil jayega. Es Application
ko Download kar Install kare.
1. Install Karne ke baad aap ese Open karle. Ab aap ko Start pe Click karna hai.
1. Install Karne ke baad aap ese Open karle. Ab aap ko Start pe Click karna hai.
2. Aap ko Mobile Number Verify karne ko khega. Aap apna
Mobile Number bharde or Mobile Number Pe Aap ke OTP Code Aayega OTP Code bhar
kar Mobile Number ko Verify kar de. Aap ko Set Keyboard ka bhi Option diya
jayega aap ko Booble Keyboard set karna hai.
Ab aap ka Key board bhi Change ho gya hoga aap jo bhi Message Type Karenge aap ko use Related Sticker show ho jayega aap ka Message Sticker pe Likha hua Aaye ga or Ye kafi best lagta hai. Kisi ko Message karne me.
Ab aap ka Key board bhi Change ho gya hoga aap jo bhi Message Type Karenge aap ko use Related Sticker show ho jayega aap ka Message Sticker pe Likha hua Aaye ga or Ye kafi best lagta hai. Kisi ko Message karne me.
3. Ab aap ko Image ke Liye Option diya jayega. Aap Agur
Image Click karna chahte hai,To kar sakte hai. Aap ko vha pe Galery me se Image
Select Ka bhi Option diya gya hai. Aap Galery me se Image Select kar Sticker ke
liye use kar sakte hai.
4. Ab aap ko Image ko Crop karna hai. Crop karne ke baad Next kare.
4. Ab aap ko Image ko Crop karna hai. Crop karne ke baad Next kare.
5. Ab aap ko
Crop Image ko Set karna hai.
Sticker ke upar jab aap Set kardenge to Next pe
Click karna hai.
6. Ab aap ko Gender Select karna hai. Agur aap Male hai
to Male Select kare Girl hai to girl Kare.
7. Ab aap ko Image se Related bhut se Sticker mile
jayenge. Image ko Select kar Download kar sakte hai.
8. Ab aap ko or bhi kai Sticker show honge. Aap jaise
jaise Move karenge right left aap ko
bhut se Sticker Show honge.
9. Aap ko Is App me or bhi kai chij milenge jaise Aap
ke Image Sticker ke Sath Kai Parkar ke Story Image or GIF.
10. Aap agur image Change Karna chahte hai. To aap ko
Normal Heads Pe Click kare or Niche Add ka Option hoga uspe Click kare or fir
Aap koi Image Select kare or Crop karde Croping me aap ko kai Option mile
jayenge aap Image me Editing bhi kar sakte hai. Editing karne ke Baad Next Pe
Click karde. Or firse Sticker pe Apna Sirf Mouith Add kare. Ab aap ka Mouth Sticker ke Sath Add Ho jayega
or Set pe Click karde.
11. Ab aap ko Kuche Sticker Show Ho jayenge. Agur aap
ko Or Best Sticker Chahiye to aap Niche Box pe Click karde ab aap ko Download
ka Option dega aap Download karle.
Sticker ko Save Karne ke
liye Sticker pe Double Click karna hai.
Fir vo Save Ho jayega. Aap es
Sticker ko Friends ke Sath Share bhi kar sakte hai. Facebook, Whatsapp and Twitter or bhi Social Media Network pe
Share kar Sakte hai.
Ok Friends umid karta hu Aap ko Apne Image Jaisa Sticker
Kaise banaye Post Ascha lga hoga or Agur aap ke
liye ye Post Helpful rha hoto Please Aap es Post pe Comment jarur kare.
Agur Friends aap ko kisi bhi Parkar ka Problem hota hai ya aap ka koi Question
hoto Please Aap Mujhe Comment jaru kare mai Aap ka help Jaru karunga. Hmare
Social Media Network ko like, Share or Join jarur kare.
Apne Image Jaisa Sticker Kaise banaye
Reviewed by Rishav Rai
on
October 14, 2017
Rating:
No comments: