Irctc Website se Ticket Abhi karo or Paise Baad me do

Hi Friends

Aaj hm es Post me Janege IRCTC New System ke baare me. Jisme aap IRCTC Website pe New Features Add Kiya gya hai. jisme e-Ticket karne ke Baad me Paise dene ka Suvidha hai. Aap ko Ye Option Ticket ke Payment karte time mil jayega. Aap agur Ticket kara lete hai, To uska Payment karne ke liye aap ke pass 15Days hote hai. Aap ko e-Paylater ka System General or Tatkal Ticket pe bhi milta hai. Aap ko E-paylater ka Use karne pe. Aap ko Per Transaction pe 3.50% Ka tax pay karna hoga.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Aap es System ke Sath froud karne ka bilkul bhi koshis mt kijiye ga. Varna es ka Aap ko kafi jada nuksaan shena padega. Aap ka Account bhi Block ho sakta hai. Ya fir aap pe Fine Bhi lge sakta hai. or ye Fine unke upar hai. vo koi Bhi Fine lga sakte hai. Or Aap ko fir vo Pay karna hi Padega. Nhi to aap ke Sath IRCTC Company kuche bhi kar sakte hai. Ye System kuche Mounth Phele hi Start hua hai ye Profit Mrs Arthashastra Fitech Pvt Ltd ke tref se Provide kiya hai.

ePaylater se Ticket Kaise Book kare.

ePaylater ke suvidha ka aap Emergency me Profit Uthaye or Apne Ticket se Related Problem ko Side kare. Ab aap ke Pass Paise ho ya n ho Aap Ticket kare or Paise 15Days ke Andur pay kare 3.50% Tax ke Sath. Ab Emergency Ke time Ticket ke Liye Soche na Sirf Ticket kare.

Step1:- Sabse Phele Aap www.irctc.co.in website pe jaye or Apne ID se Login Kare.

Step2:- Ab aap Jise Trhe Normal Ticket Nikalte Hai. Aap Usi Trhe Ticket ke Liye Apply Kare.

Step3:- Ab aap Jab Train Ticket Ke Liye Form Bhar Denge To niche Next pe Click kare.


Step4:- Ab aap ko Payment Option Select karna hai. Ab aap Payment ePaylater se karna chahte hai. To aap ko Payment Option me Left Side ke Option me Pay on Delivery/Paylater ka Option hoga aap uspe Click kare. Aap Image me bhi Dekh sakte hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Step5:- Ab aap Upar ePaylater ko Select kare or Make Payment pe click kare.

Step6:- Ab aap ko Next Page pe Mobile No or Gmail Id Verify Karna hoga. Jab Friends Aap OTP Code Daal denge to Aap ka Account Verify ho jayega.

Aap ko Friends ek Chij ka Khas Dhyan dena hoga. Aap apne Account ko PAN Card or Aadhaar Card se Link karle tabhi Aap ePayLater ka Use Kar Payenge. Aap eska Use Karne ke Baad Ek Chij ka Dhyaan rakhe. Aap ko Ticket ke Paise ke Sath 3.50% Tax 14 Days ke Andur irctc ko Amount Pay karna hoga.

Ticket Rule Change

* Tatkal Ticket ko Lekar bhut se Logo ke Me Me Question tha ki Inke Rule me Koi changes hoga ya nhi. Lekin Railway Walo ne Kha hai. ki Tatkal Ticket ke Rule ko Lekar jada Ghabrane ki Jarurat nhi hai. isme kisi bhi Parkar ka Koi Badlav nhi hua hai.


* Kai logo ko Tatkal Ticket Booking Time ko bhi lekar Question tha ki Change hoga ya nhi. Par Tatkal Ticket Time me bhi koi Changes Nhi hai. Tatkal Ticket Aap ko Journey Karne ke 1Day Phele Book karna hoga. Tatkal Ticket Book karne ka Time hai AC Class ke liye 10AM or Simple Class ke liye 11AM ye Tatkal Ticket Ka Starting Booking time hai.
  
* Tatkal Ticket aap Agur Cancel karte hoto aap ko Book kiye gye Ticket ka Payment Aap ko Mil bhi Sakta hai. or nhi bhi Esliye aap Tatkal Ticket Book karne se Phele ek Baar Irctc.co.in website pe Ja kar uska Rule Padhe le Aap ko Chale rhe New Update Paise ke Rule ke Baare me Pta chale jayega. Ya Fir aap Hme Comment ke Davar Puche sakte hai.

* Aap ko Irctc Account ko Jaldi se Jaldi Apne Aadhaar Card or PAN Card se Link karvaye. Ta ki aap Irctc Account ka Use Kar Sake.

IRCTC Website se Ticket Nikalne ka Profit

* Aap ko IRCTC se book kiye Ticket ka Payment karne ke liye or bhi kai System hogye hai. Aap apne Book kiye Ticket Ko Home Dilevery bhi karva sakte hai.

* Aap ek Form se Matlab ki Ek PNR Number se Only 4Person ka Hi Ticket Karva sakte hai.

* Aap ke Mobile Phone pe Aaye hue Seat Confirm Message Agur galti se Delete ho jaye ya aap ke Mobile pe Message n Aaye to aap Company ko Call karke ya Online Dubara apne Mobile Number par Message pa sakte hai.

* Aap apne Ticket Ke Paise 14Days ke Andur Pay Karne ka Suvidha de rha hai. Aap ko Bs Ticket Payment se 3.50% Extra Tax Pay karna hoga.

* Aap ko Yha pe Kai Baar Discount or Offer bhi mil jaate hai.
IRCTC aap ko Ghar Baithe Paise Kamane ka Bhi Offer deta hai.

Ye The Friends ePaylater ka use kaise kare iske Profit or Iske Rule ke Baare me Agur Friends aap ko ePaylater se Ticket kaise kare Post Pasand Aaya hoto Please Aap es Post pe Comment kare or Share kare. Agur Friends aap Ko kisi bhi parkar ka Problem ho ya Aap ka koi Question hoto Please aap es Post pe Comment kare or Hmare Social Media Network ko Like, Join or Share jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* Aadhaar Card Ko Bank Account ke Sath kaise Link kare Hindi Me
* Driving Licence Ke liye Online Kaise Apply Kare.
* SBI Rewardz App Pe Account kaise Create kare
* Online Debit Card ke Liye kaise Apply Kare
Irctc Website se Ticket Abhi karo or Paise Baad me do Irctc Website se Ticket Abhi karo or Paise Baad me do Reviewed by Rishav Rai on October 12, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.