Hi Friends
Aaj Hm es Post me Jaanege Blog se Best Earning n hone ke 15
Reasons. Dosto ye Problem sabhi Blogger ko Hota hai.Ye Problem Mujhe bhi hai
aap logo ko bhi hoga. To Friends aap Ab Tension mt Le Mai Aap ka Pura help
Karunga. Yha pe Mai aap ko Earning N Hone ke Kaaran btaunga or Use Solve karne
ka Tarika bhi aap bs Es Post ko Thik se or Pura Padhte rhe. Dosto Blog se Best
Earning Karna Thora Muskil hai Par Namumkin nhi. Dosto Imandari or Mhenat Se
kiya Kaam Kabhi n Kabhi Jarur Success hoto hai.
Dosto Website se Earning karna bhut se Websiter Chahte hai.
Par es Kaam me Kuche Hi Person Success Hote hai. Kyo ki Friends Vo Website pe
Kaam Soakh ke Liye karte hai. Fir Dhire-Dhire vo Kaam unka Panssion ban jaata
hai. Dosto Website se Earning n karne ke Jo Mai Problem btaunga ho sakta hai.
Aap bhi Inme se Kuche Galtiya kiye Honge Jinke Kaaran Aap ka Earning Hone Me
Problem hota hoga.
Website Se Best Earning n Hone ke 15Reasons
Dosto ab Hm Yha Janege ki Kya-Kya Problem ho sakte hai.
Jinke Kaaran Hme Hmare Website se Best Earning Nhi ho Rha hai, Vaise To dosto
eske Kai Kaaran hai. Par Mai aap Ko Yha pe Kuche Reasons Btaunga Best Earning N
hone ke. Dosto Yha pe Mere Btaye Jaane wale Sare Points ko Dhyan me Rakh kar
Sochana hai Or Aap bhi ye Galtiya Kiye hai, To aap ise Solve Kare. Ta ki aap ka
Earning Increase Ho sake.
Website se Best Earning n Hone Ke 15Reasons Ko aap dhyan se
Padhe ta ki Aap ka Problem Solve Ho sake.
1. Dosto Sabse Phele Mai baat Karunga Post ke Title ke
Baareme Kyo ki Sabse Phele Hm Post ke Title Ke Baare me Sochate hai. Title me
Aap Sabse Jade Search hone wale Word ka Use kare. Jise aap ka Post Google me
Rank Kar sake.
2. Ab Friends Aap jo Post Likhte hai, Apne Website ke Liye
Usme Dhyaan rakhe aap apne Post Title ko Apne Post Ke Andur Kamse kam 3Time Use
kare Aagur Aap ka Post 800Word ke Aandur me Hai, To baki Aap Apne Length Post
ke Aanusaar Bhi likh sakte hai. Jise Aap ke Traffic bhi Increase Hoga Or
Earning Bhi.
3. Aap Apne Website Me Ek Asche Ad Networks Ka use kare. Or
Aap es Chij ka Dhyan rakhe Starting Me vo Koi bhi CPC de Par Performance ke
Mutabik vo aap ka CPC Increase karega ya nhi. Adsense Ek Best Advertizement Ads
Network hai. Ve Aap ke Performance ke Mutabik Aap ka CPC Increase Karta hai. Es
Liye Ek Best Ads Network hai.
4. Aap kabhi bhi Content Paise Kamane Ke Liye n Likhe.
Content Hmesa Best Likhe ta ki Aap ka Content Aap Ke Visitors ko Pasand Aaye.
Aap ke Website pe Koi Time Spend Karta hai. To hi aap Ke Website Ads Pe Click
karne Ka Chance Hai.
5. Aap Aagur Adsense Use Karte hoto aap Post ke Andur Links
Ads Ka Use kare. Ta ki aap ke Website pe Show Hone Wale Ads Aap ke Post Se
Related Hi Show ho.
6. Aap Hmesa High Traffic wale Website pe Comment kare. Ta
ki aap ke Website pe Bhi Kuche Traffic aa sake or Aap ka Bounce Rate kam ho.
7. Aap ka Website aagur Hindi ya Hinglish me hai, To aap
Koshis karo ki aap ke Website pe Aane Wale Traffic Hindi or Hinglish Samajhne
wale Country se Hi aaye. Ta ki aap ka Earning badh sake.
8. Dosto Website Se Paise Kamane Se Phele Aap Check karle Ki
Online Kitne Company hai. Jo Website se Paise Kamane Ka Offer Deti hai. Aap
Sabhi Company KE Baare me Pta kare Fir Choose Kare.
9. Dosto Jade Paise Kamane ke Chakar me Aap kisi bhi Froud
Company Se Contact mat Karna. Aagur aap ke Pass koi Group hai, To aap uspe
Comment Kar Puche Sakte hai.
10. Dosto Sabse Badi Baat Kai New Websiter Dusre Best
Websiter Ka Content Copy Karte hai. Or Apne Website pe Lga Lete hai. Jise Unhe
Har ek Parkar Ka Problem Hota hai. Aap Hmesa khud Content Likhe Aap bs Idea Net
Se Le Sakte hai.
11. Aap hmesa Dusre ke Post se Best Likhne Ka Koshis Kare.
Or Aap hmesa Apne Visitors Ko New Update ke Baare me Knowledge Dete rhe. Aap Ek
Fix Time se Post Publish Kare. Jise Aap ke Visitors ko Aap ke Post Publish
Karne Ka Pta Phele Se Ho.
12. Aap Content me Word Lekar Mt Chale Matlab ki Aap Post Ko
Pura Thik se Or Pura likhe Chahe 2000Words Ho jaye. Ja 700Words pe hi Aap ka
Pura Post End Ho jaaye Koi fark nhi Padta. Bs Aap ke Visitors Ko Samajh Me Aana
Chahiye. Tabhi aap ka Post Rank Karega Or Apne Post me jada se jada Best
Keywords Ka Use Kare.
13. Aap apne Website ka Design Best Banaye. Aap ka Website
Open Speed Slow Hai. To v Aap ke Earning Me Bhut Problem hoga. Es liye Friends
aap Website ko User Friendly Banaye.
14. Aap apne Blog me Best Template ka Use kare jise Aap ke
Visitors Aap ke Website Post ko Read kar sake vo bhi Bhut hi aasani se.
15. Dosto sabse Badi baat hme Adsense Ke ads Apne Website pe
Sahi Jghe Pe Lagana Chahiye. Ta ki aap ke Visitors ko Ads Ke Baare me Pta Chale
Sake. Or Unhe Problem bhi n Ho. Esa nhi Ki Aap Image ya fir Text Ke Andur Me
Adsense Ads Lagaye ho. To fir Aap ke Visitors aap ke Website ko Pasand bhi nhi
karenge Or Kya pta aap ka Adsense Account Desable bhi ho jaye.
Ok Friends Umid karta hu aap ko Blog se Best Earning n hone
ke 10 Reasons Post Pasand aaya hoga. Aagur Friends aap bhi ye Galtiya Karte
hai. To Aap jaldi se Jaldi Solve kare ta ki Aap ka Earning Or Traffic Dono Badh
sake. Aagur Friends Aap ko Kisi bhi Parkar Ka Problem Ho ya Aap ka Koi Question
hoto Please Aap Mujhe Comment jarur kare. Hmare Social Media Network Ko Like,
Share or Join Jarur kare.
Blog se Best Earning n hone ke 15 Reasons
Reviewed by Rishav Rai
on
September 27, 2017
Rating:
No comments: