Blogger pe Post Published karne ke baad URL kaise Change kare

Hi Friends

Aaj hm es post me jaanege Blogger pe Post Published karne ke baad URL kaise Change kare. Friends ise Phele hmne sikha tha ki Post Pulished karne se phele Kaise Apne Post URL ko change kare. Agur aap ne abhi tk vo Post nhi padha to aap Click kar Padhe sakte hai. Post Published karne ke baad URL ko change karna koi muskil nhi hai aap ise bhi Bhut aasani se kar sakte hai. Jab aap Post likhte hoto uske Title me jo Word hota hai. Vo un word ke mutabik URL banata hai. Lekin usme Extra Word bhi kai Hote hai. Jise hme Problem ho sakta hai Apne Website ko Rank karane me.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Apne Post ko Seo Friendly banane ke liye Apne URL ko Custom URL me set karna jaruri hai. Aap Blogger pe Post Published karne ke baad URL Kaise change kare Post ko suru se lekar last tk Jarur padhe. Ise ke Jariye aap apne Older Post ko Edit kar Custom URL set kar sakte hai. Blog Post Permalink Customize karna bhut jaruri hai SEO ke liye.


Agur aap ek Blog Post ko Published kar dete hai, To aap fir dubara apne Post ka Permalink nhi change kar sakte hai. Kyo ki blog ka Permalink Desable ho jata hai. Par mai aap ko es Post me ek Method btaunga jise aap Bhut hi aasani se Enable kar Change kar salkte hai. Aap mere Post ke Step ko thik se Follow kare. Aap Samajh jayenge ki Apne Post Automaticaly Permalink ko Customize Permalink me kaise Change kar sakte hai.

Blogger pe Post Published karne ke baad URL kaise Change kare

Step1:- Sabse Phele aap blogger.com ke website pe jaye.

Step2:- Ab aap blogger.com ke website pe apna blogger Email Id or Password bhar kar Login ho jaye.

Step3:- Ab aap ko Jise Post ka Permalink Change karna chahte hai. Use Edit karlo aap Agur Right Side Me jayenge to aap ko Permalink pe Click karne ke baad Edit ka Option Show nhi ho rha hoga. Sirf aap ko Done ka Option Show ho rha hoga.

Step4:- Ab aap upar Left side me Revert to Draft ka Option show ho rha hoga Aap vha pe click karde.

Step5:- Ab aap jaise hi Revert to Draft pe click karenge  aap ka Setting Change ho jayega. Permalink me Edit ka Option Show hone lagega. Ab aap apna Permalink Change kar sakte hai.

1. Sabse Phele aap Post ke Setting pe Click kare ya vo Phele se hi Open Hoga.

2. Ab aap Permalink pe Click kare.

3. Fir aap Custom Permalink Select kare.

4. Ab aap Post ka URL job hi rakhna chahte hai. Aap vo URL type karde or Done pe Click karde.

5. Ab aap ne apne Post ka Permalink change kar liya hai. Ab aap Published pe click kar Published kar sakte hai.

Aap ko bs ye Step ko thik se Follow karna hai. Fir aap bhut hi aasani se Apne Post ke Permalink ko change kar sakte hai. Aap Edit karne ke baad aap apne anusar se URL Type kar sakte ho. Lekin ek chij ka aap dhyan rakhe aap jab URL type kare to usme Cpital Alphabet n likhe. Or Likhne ke baad aap Post ko Published jarur kare.

Ok Friends Blogger pe Post Published karne ke baad URL kaise Change kare Post me bs itna hi. Agur aap ko Ye Post Pasand Aaye to Please Aap Comment or Share Jarur kare. Agur aap ko kisi bhi Parkar ka Problem ho ya Aap ka Koi Question hoto Please Aap Comment jarur kar mai Aap ka Help Jarur karunga. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join Jarur Kare.

Ye  Bhi Padhe.
* Blogging Start karne ke liye kis chij me Investment kare
* Blog Post ko Automatic Social Site Par Publish Kaise kare
Blogger pe Post Published karne ke baad URL kaise Change kare Blogger pe Post Published karne ke baad URL kaise Change kare Reviewed by Rishav Rai on January 21, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.