Blog Post ko Automatic Social Site Par Publish Kaise kare

Hi Friends

Aaj hm es Post me jaanege Blog Post ko Automatic Social Site Par Publish Kaise kare. kai blogger Post to bhut jada likhte hai. Lekin jab Share karne ka baat aata hai, To vo Piche ht jate hai. Kyo ki Friends Share ko lekar thora Problem hota hai. Post ko Automatically Share karne ke liye bhut se Website hai. Par unmese kai Website Paid hote hai. Kai Website Perfect Tarike se kaam nhi karte hai. Lekin IFTTT Website bhut hi Best Website hai. IFTTT Ke Through Aap kisi bhi Social Site pe Automatically Share karne ka Option deta hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Hame Post Ko Published karne ke baad Sabse  Phele Use Share Karne ka jarurat hota hai. Ta ki hmare Post ko Visitors Padh sake. Iske liye hme Share karna padta hai. Kai Blogger Post ko Share karne ke Liye kai Social Site ka use karte hai. Vaise to Kai Social Site hai. Jha pe hm Share kar ke Apne Post ko Promote kar sakte hai. Lekin es ke Baare me bhut hi km log jante hai, Ki Konse-Konse Social Site hai. Jo bhut hi Popular hai, Uske liye aap ye Post Padh sakte hai.


Starting me mujhe bhi Post Share Karne me Problem hota tha. Fir maine Share karne ke liye PerDay 30Min Rakha lekin Copy Paste Karne Me bhi Problem hota tha. Fir maine Ek Video me Automatically Tools ke baare me jaana lekin vo best nhi tha. Fir maine Ek blogger ko Contact kiya Unhone mujhe btaya ki Aap IFTTT Website ka Use kare. Maine Yha Signup kiya or pure 2Week tk iska use kiya. Or isne mere kaam ko Asaan kar diya.

Ise Website ke help se hm Apne Blog Post ko Easily Social Media Network pe Share kar sakte hai. Or yakin mano Friends ise Use karna bhut hi Aasan hai. Aap ko bs Signup karna hai. Or aap ko Phele se Thora Knowledge hona bhi jaruri hai. Aap ise ke help se Apne Post ko Bhut hi Aasani se Share kar sakte hai. Ise ke Liye Sabse Phele aap ko Signup Karna hoga. Signup karna ke baad aap bhut hi Aasani se Ise Tools ka use kar sakte hai.

Ye tools sirf Blogger ke liye hi nhi hai. Ise Tools ka use Koi bhi Person use kar sakta hai. Chahe vo Normal Person ho jo Sayri ya fir Image Share karna chahta ho. Ya fir Koi Marketing Person ho ye Tools bhut hi best hai. Apne Post ko Automatically  Share karne ke liye ye bhut hi help karta hai.

Blog Post ko Automatic Social Site Par Publish Kaise kare

Aap ko IFTTT pe Signup  karte time aap ko Thik se Signup karna hai. Aap Signup karne ke time apna Correct Email Id de. Ise Website pe Signup karne ke liye Ko 2Method diya gya hoga Google or Facebook. Kisi ko bhi use kar sakte ho Signup ke liye. Aap mere btayegye Step ko thik se Follow kare. Jise aap ko kisi bhi Parkar ka Problem n ho.

Step1:- Sabse Phele aap ko IFTTT ke Website pe jaana hai. jaane ke liye aap  Yha Click kare.


Step2:- Aap jaise hi Upar Click Here pe Click karenge aap ko Signup ke liye Gmail Id Bharna hai. Or Get Started pe Click karna hai.

Step3:- Ab aap ke Saamne ek New Page Open hoga Usme aap ko ek Best Password Choose karna hai. Or Sign up pe Click karde.

Step4:- Ab aap IFTTT me Login ho jayenge. Ab aap Sabse Upar My Applets pe Click karde.

Step5:- Ab Aap Ko Right Side me New Applets ka Option Show ho rha hoga aap vha pe click karde.

Step6:- Ab aap ke Samne New Page Open hua hoga. Jha pe Center me if+this then that ka Option Show ho rha hoga aap use pe Click karde.

Step7:- Ab aap ko Next Page pe Choose a Service ke niche Box me Aap jis Service ka use Karna chahte hai. Vo Type karde fir aap ko niche Use Service se Related Image Show hoga use pe Click karde.

Step8:- Ab aap Next Page pe Connect pe click karde.


Step9:- Ab aap ke Saamne Next Page me Facebook Page Open hoga. Ab aap Continue as Rishav pe Click karde. Ab aap ko Share Ke Option ko Select karna hai or Ok pe click karde.

Step10:- Ab aap ko Next Step pe Post Link daalna hai. or Save Changes pe click karna hai.Ab aap Image ke Sath send karna cahhte hai, To First Option select kar Ok karke Save karde. Ab aap ka Automatically Post on Ho jayega. Aap ese Baad me Off ya Edit bhi Kar sakte hai.

Aap ko yha pe Facebook ke sath or bhi kai Social Company mil jayenge jha pe aap Share kar sakte hai. Ye Website ek best Automatically Website hai. Yha pe Bhut se Aap ko Website mile jayenge  . Aap Sabhi Website ka Name thik se dekhe kya pta aap ko Kuche New Website mile jaye jha pe Aap Account Create kar Bhut Sare Visitors ko Apne Website pe La Sako, To es Liye Friends aap thik se Sabhi chije Check kare.

Ye tha Friends kuche Tips Automatically Post Share karne ko lekar aap mere btaye gye Step ko Thik se Follow kare. Aap fir bhut hi aasani se Automatically Post set kar lenge.

Ok Friends Blog Post ko Automatic Social Site Par Publish Kaise kare Post me bs itna hi. Agur friends aap ko ye Post pasand aaye  to Please Aap es Post pe Comment jarur kare. Agur aap ko kisi bhi Parkar ka Problem hota hai. Ya aap ka koi Question hai.  To aap  es Post pe Comment jarur kare. Mai aap ka Pura help  karunga. Hmare Social Media Network Ko Like, Share or Join jarur kare.

Ye Bhi Padhe.
* Blog ka Email Address kaise Change kare
* Apne Website se Paise Kaise Kamaye
* Facebook Page ko Kaise Apne Website me Add kare

Blog Post ko Automatic Social Site Par Publish Kaise kare Blog Post ko Automatic Social Site Par Publish Kaise kare Reviewed by Rishav Rai on January 02, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.