Part-Time job se paise kamane ke 10 Tarike

Hello Friends,

Aaj hm es post me janege Part-Time job se paise kamane ke 10 Tarike. Dosto Part-Time job se paise kamane ka ideas sab ke mn me aata hoga. Par hm ye nhi samajh pate ki Part-Time job kar kaise asche paise kma sakte hai. Iske liye kya kare jise hm bhut hi kam samye me jada paise kma sake iske liye mai ko yha pe Part-Time job kar paise kamane ke 10Tarike ke bare me btaunga. Jis ke jariye aap bhut hi aasani se bhut ascha paisa kma sakte hai.

www.suryarishauvrai.blogspot.com


Dosto Part-Time jab ka sabse bada fayda ye hota hai, ki hm bhut hi km samye me bhut hi ascha paisa kma sakte hai. Agur hme kisi chij ke bare me pta hoto. Hm yha pe Online Work ke hi bare me baat karenge paise kamane ko lekar. Iska sabse jada fayda students ko hota hai, Vo apne school ya college se aane ke baad ghar par bhut hi asche paise kma sakte hai. Vo bhi bhut hi asani se yha mai aap ka pura help karunga. Ab jada samye barbad n karte hue ab hm jante hai, ki kaise hm Part-Time job kar ke ascha paisa kma sakte hai.

Part-Time work kar ke paise kaise kamaye.


1. Sabse Phela Method me hm janege sabse best or sabse asan or mashur part time job ke bare me jise Youtube kaha jata hai. Aap ko sayd pata hi hoga ki bhut se log apna telient dikha kar bhut jada paise kma rhe hai.

Youtube me aap ko sabse phele ek Youtube Channel banana hota hai uske baad aap ko uspe video daalna hota hai. Jab aap ka video play hota hai, uspe dikhaye jane wale ads se aap ka earning hota hai. Ye part-time job ke liye bhut hi ascha option hai. Jise bhut se log apne part-time ke liye paise kamane ke liye use karte hai.

* Youtube Channel kaise banaye
* Youtube Channel pe ads kaise lagaye 


2. Ab hm janege free or best method Blogging ke bare me ise bhi bhut se log use karte hai apne Part-Time job ke liye ye bhut hi ascha method hai. Agur aap part-time me or paise kamana chahte hai, To kyo ki ye bhi aap ke liye bhut hi asan hai.

Aap ko blogging ke liye bhi thora bhut Internet knowledge or likhna aana chahiye jise aap Part-Time job kar bhut ascha paisa kma sakte hai. Blogging ke liye aap ko ek blog banana hoga or fir aap ko uspe Article Published karna hai. Jise aap paise kma sakte hai Adsense ke through apne Blog ko Approve kra kar.

* Blog pe free website kaise banaye
* Adsense pe account kaise banaye


3. Ab aap Online Tution bhi kra kar paise kma sakte hai. Aap ne kai baar apne Study se related koi Question search kiya hoga to aap ko aap ke Question se Related Answer dekhne ko milta hoga. Is trhe se aap bhi paise kma sakte hai.

Agur aap ko kisi bhi parkar ke full knowledge hai, To aap apne knowledge ko Online Share kar ke Paise kma sakte hai. Online Apne Knowledge ko Share karne ke liye Youtube best method hai. Part-Time Job ke liye. Aap ek Youtube Channel banaye or uspe apne Knowledge se related Tution provide kare.

4. Online Part-Time job ke liye Product Buy/Sell ka bhi best option hai. Earning karne ke liye ye best option hai aap Onlinke koi bhi Old Product ko buy/sell kar ke paise kma sakte hai.  Iske liye aap OLX or Quickr use kar sakte hai. Online Product ko sell or buy karne ke liye.


OLX or Quickr pe aap ko koi bhi purana saman saste Rate pe Buy karna hai or fir usi saman ko aap ko thore se jade Rate me Sell kar dena hai. Agur koi Aap ka Friends Product ko sell karna chahta hai, To aap use OLX or Quickr pe sell karva sakte ho thore se jade Rate me jise aap ko Part-Time job me best Option hai Income karne ka. 

5. Online Part Time Job ke liye bhut se log Fiverr website ka use karte hai. Online Part-Time jab se paise kamane ke liye. Yha pe log 5$ dekar apna kaam karvate hai, to fir aap bhi apna vha pe seller ka account create kare , Vha pe aap ko project le kar kaam karna hota hai, jab kaam pura ho jaye to fir vo aap ko uske badle me 5$ dollar payment karte hai.

* Fiverr Website Se Paise Kaise Earn Kare

6. Online Part-Time job se paise kamane ka Affiliate Marketing bhi ek best tarika hai. Iske liye aap ko ek website create karna hai. Website Create kar kisi bhi Product ka Review de, Review deneke baad aap ko us Product ka link vahi pe dede ta ki visitors aap ke Affilated link pe click kar direct Product buy kar sake.


Jab koi Person aap ke llink ke help se product buy karega to aap ko uske badle me commission bhi diya jayega. Aap product ko apne Social Media Network ke jariye bhi aap product ko sell karva sakte ho. Jiske aap ko commission milte hai.
Affiliated Marketing ke liye mai aap ko do Company suggest kar rha hu jinhe mai bhi use karta hu. Amazon and Flipkart lekin inmese bhi sabse best Company hai. Amazon jiska is samye koi bhi money limit nhi aap jitna chahe utna kma sakte hai.

7. Online Part Time job se paise kamane ke liye Data Entry ka bhi bhut hi best job hai. Aap ko bs Data Entry ka kaam pakadna hai or Data Entry karke fir vapus se dedena hai. Uske badle me aap ko paise milta hai.

Data Entry ke liye aap koi Company se contact kar sakte hai. Ya fir aap ko koi Software or Computer Ceter walo se contact kar Data Entry ka part time job kar sakte hai. jise aap ko ascha khasa profit ho sakta hai. 

8. Part Time Online paise kamane ke liye aap Freelancer ka bhi use kar sakte hai. Yha pe sabse phele aap ko Id banana hota hai. Uske baad aap ko vha pe apne Proffesion se related Project pe Bid lagana hota hai. Jab aap ko work milta hai. Use Complete karne ke baad aap jab dete hai to aap ka Payment aap ko Free lancer ke account me mile jayega. Aap vha se apne Bank Account me bhi paise ko daal sakte hai.

* Freelancer Se Paise Kaise Kamaye.

Ye service provide karne ke liye freelancer aap ko kuche charge bhi karta hai. jo payment karte time vo khud hi kaat kar baki ke dollar deta hai. Freelancer agur aap use karte hai part time job liye to aap bhut hi ascha paisa kama sakte hai.

9. Aap online paise kamane ke liye Part time me content bhi likh sakte hai. Aap kisi website wale se contact kare or use baat kare ki aap use content denge to vo aap ko kitna paise de sakta hai. Agur aap likhne ke mahir hai, to aap kisi website ke liye Content likh sakte hai jise aap part time me bhut hi ascha paise kma sakte hai. Vo bhi 2 to 3 hours ke work me.
10. Aap part time job ke liye Networking company use kar sakte hai. Networking company se judne se phele ye jaan le ki aap jis company se judne jar he hai. Uska future plan kya hai. Vo jis chij me work kar rha hai Uska Market me scop kya hai.

Aane wale samye me ye jo plan chala rha hai. Ye band to nhi hoga n nhi to fir aap ka sara mhenat barbad ho jayega. Ise liye networking company ke sath judne se phele uske bare me sab kuch jaan le. Agur aap networking company ke sath join hote hai, To aap bhut ascha paisa kma sakte hai.

Friends maine upar jo bhi tarike btaye maine in sab tariko ko use kiya hai paise kamane ke liye or mai abhi bhi inmese kuche chijo se asche paise kma bhi rha hu. Isliye aap bhi thik se kaam kare or Part time me asche paise kma sake istrhe ka mai kamna karta hu. Agur aap thora sa bhi mhenat karte hai, To aap bhut ascha paise kma sakte hai.

Agur aapko or koi istrhe ka tarika pta hai jise aap paise kma rhe hai, To vo aap hmare sath Comment ke jariye jarur share kare.

Ok Friends umid karta hu aap ko Part Time job se paise kamane ke 10Tarike pasand aaya hoga. Agur aap ko Pasand aaya hoto aap comment jarur kare. Agur aap ko kisi bhi parkar ka problem ho ya aap ka koi question hoto please aap comment jarur kare. Mai aap ka pura help karunga. Hmare Social Media Network ko like, Share or Join jarur kare.

Ye bhi Padhe.
* Online Internet se Paise kaise kamaye.

Part-Time job se paise kamane ke 10 Tarike Part-Time job se paise kamane ke 10 Tarike Reviewed by Rishav Rai on July 13, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.