Word ke Top 10Currencies konse hai

Hi Friends

Aaj hm es Post me jaanege Word ke Top 10Currencies ke baare me. Jiska Value India me aane ke baad use Curency ka Rate high ho jata hai India me. Agur un Currency ko India Me use karte hai, To aap ko use Currency ka Ratee India me bhut jada milega. Aap ise Currency ko Apna Income Source bhi  Bna Sakte hai. Aap ko Pta hi hoga ki Currency ka Rate Hmesa Up Down hota hai. Agur aap ke Pass koi baahre ki Currency hai, To aap Exchange se Currency Indian Currency me Change kar Paise Kma sakte hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Maine kai Logo ko  Dekha hai, jo log Online Work karte hai. Vo sabse jada baahre ke logo se hi Contact karte hai. Kyo ki baahre ke logo ke liye Time or Work Important hota hai. Ise ke liye vo Paise nhi dekhte hai. Agur aap koi bhi Bahre ke logo se Contact kar unka koi kaam karte hai. To aap ko use ke Dollar milte hai. Vo Dollar Paise me Convert hone ke baad aap ko best Profit milta hai. Online Work Provider bhi bhut hai, Jo aap ka Profile lene ke baad aap ke Knowledge Specification ke mutabik aap ko Work dete hai. Uske badle aap ko vo Dollar me Aap ko Income dete hai.


Online bhi aap ko Bhut se Exchange Website mil jayenge jo aap ke Dollar Currencies ko Indian Rupees me Convert karte hai. Online aap ko kai Fake Currencies website bhi milenge. Aap unse bache. Aap apne Currencies ko Exchange karne se Phele aap uske Website ke baare me thik se jaan le. Aap unke Website pe Aaye hue Comment bhi padh sakte hai. Jise aap ko pta chale jayega ki vo Website sahi hai, Ja Froud hai.

Word ke Top 10Currencies konse hai.

1. US Dollar:- Aap to jante hi honge ki Us Dollar kitna mhenga hai. Agur hm Indian Currencies ke baare me baat kare to ye 63.43Rupees me 1Us Dollar aap ko milega. Aap in dono ke difference ko dekh sakte hai. Ye kitna jada difference hai. jha tk ki kai chijo ke len den me kai log Us Dollar ka use karte hai. Chahe vo koi bhi Country ho or ise koi rok bhi nhi lga sakta.

2. Euro Currencies:- Aap ne Euro Currencies ke bhi baare me Suna hoga. Ise Currencies ka use Per Day 37% tk kiya jata hai. Ye currency bhi kafi jadi hai Agur hm  apne India Currency ke mutabik dekhe to aaj 1Euro Currencies  India me 76.2Rs hai. Agur aap ko 1Euro milta hai, To aap India me Use 76.2 Rs ke hakdar honge.

3. Japanese Yen:- Japanese Yen se Per Day 20% Transaction hota hai. Ise Currencies ko Japan me Meiji Government Davara 10 May 1871 Me Signature ek Adhiniyam me Apnaya gya tha. Usi year July me New Currencies Start hua. Agur Ise India me Value dekha jaye to 1Japanese Yen Currencies India me 0.56Rs hai.


4. British Pound:- British Pound Currencies Per day 17% use kiya jata hai Transaction ke liye. Kha jata hai ise Us Dollar ke Khilaaf Maapa Jata hai. Currencies ka Official Name Pound Sterling hai. British Pound bhi ek Mhengi Currencies hai. Agur aap ke Pass ek British Pound hai, To aap ke Pass India me 85.95Rs Maana Jayega.

5. Swiss France:- Swiss France Currencies Per day 7% use kiya jata hai Transaction ke liye. Swiss France bhi ek best Currencies hai. Iska bhi Value best hai, Agur aap ke pass 1Swiss France hai to use india me 64.90Rs mana jayega.

6. Australian Dollar:- Australian Dollar Bhi ek Best Currency hai. Ise Per Day 4% use kiya jata hai Transaction ke liye. Ye Currencies bhut hi Best hai. Agur aap ke pass 1Australian Dollar hai, To use India me 49.81Rs mana jayega.

7. Canadian Dollar:- Canadian Dollar Currency bhi ek best Currency hai. Canadian Dollar Currencies ko 4% use kiya jata hai Transaction ke liye. Agur aap ke pass 1Canadian Dollar hai, To use 51.02Rs mana jayega. Kyo ki 1Canadian Dollar ko 51.02Rs ka aaj ke date me Indian Valuse hai.


8. Swedish Krona:- Swedish Krona ko 2% Use kiya jata hai TYransaction ke liye. Swedish Krona ek value Currencies hai. Agur aap ke pass Swedish Krona Currencies hai, To use India me 7.77Rs mana jata hai. Ye ek Active Currencies bhi hai.

9. Hong Kong Dollar:- Hong Kong Dollar Currencies bhi ek best Currencies hai. Hong Kong Dollar Currencies ko Per day 2% use kiya jata hai Transaction ke liye. Agur aap ke pass 1Hong Kong Dollar hai, To uska Rate India me 8.10Rs hai.

10. Norwegian Krone:- Norwegian Krone Currencies bhi ek best Currencies hai. Iski value bhi High hai. Norwegian Krone ko 1.5% Per Day use kiya jata hai Transaction ke liye. Agur aap ke pass 1Norwegian krone Currencies hai, To use India me 7.86Rs mana jayega.

Ye the Friends Word ke top 10Currencies jise india  me aane ke baad aap ko High Value mil sakta hai. Umid karta hu aap ye Post pasand aaya hoga iseme maine Sare Top Currencies ke baare me btaya hai.

Ok Friends Word ke Top 10Currencies Post me bs Itna hi. Agur Friends aap ko ye Post Pasand aaya hoto Please aap es Post pe Comment jarur kare. Agur friends aap ko kisi bhi parkar ka Problem ho ya Aap ka Koi Question hoto Please aap Comment jarur kare mai aap ka Pura help Karunga.Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join Jarur kare.


Word ke Top 10Currencies konse hai Word ke Top 10Currencies konse hai Reviewed by Rishav Rai on January 06, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.