Post ko Automatic Buffer se Social Site pe kaise Share kare

Hi Friends

Aaj hm es Post me jaanege Post ko Automatic Buffer se Social Site pe kaise Share kare. Ise phele bhi maine Post ko Automatic share karne ke liye kai Website name hai. Jo Automatic post ko Share karne me help karta hai. Aaj Hm buffer ke baare me Jaanege ki ise hm apne Post ko Automatic kaise Share karte hai. Social site pe. Ise phele bhi maine aap ko btaya tha ki Automatic Post share Website hmare liye kitna jaruri hai. Agur hm blogger or Youtuber hai, To iska jarurat hme bhut baar padta hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com


Kai logo ne Automatic Share ko Lekar bhut Comment kiye hai. Kai Website pe par unhe abhi tk ise ke baare me nhi pta lekin Friends aap ghabraye mt mai aap ko yha pe Buffer se Rlated sare help karunga. Aap ko bs mere btayegye Step ko bs Follow karna hai. Aap bhut hi aasani Se apne post ko Automatically set kar sakte hai.


Agur aap es Tool ka use karte hai, To aap ek Hi baar me sabhi Social media Network me share kar sakte hai. Ise tools me aap ko or bhi kai Option diye jate hai. Aap isme time bhi set kar sakte hai. Aap jo time set karenge us time .pe aap ka Post Social Site pe Khud hi Post ho jayega. Or sabse khass baat ye Bilkul Free hai. Ye time set kiye hue time par Automatically post kar deta hai. Sabhi Select kiye gye Social Site pe Aap ko isme bs Schedule Set karna hota hai. Man lo aap ke 3Hour ka Schedule set kiya hai. To ye hare k 3Hour ke baad Aap ke sabhi Social Site pe Post Share kar dega.

Buffer App use kaise Kare

Aap ko mere btaye jaane wale Step ko thik se Follow karna hai. Jise aap ko Sinup or Schedule set karne me koi Problem n aaye.

Step1:- Sabse Phele aap ko buffer ke website pe jaana hai www.buffer.com

Step2:- Ab aap ko buffer.com ke Home page me Center pe aap ko Signup ka Option de rha hoga aap vha pe click karde.

Step3:- Ab aap ko Signup karne ke liye kai Option diye Jayenge. Aap Email Id se bhi Signup kar sakte hai. Email Id Fill kar ek Password fill karde or Signup ke Option pe Click karde.

Step4:- Ab aap buffer ke home page pe aa gye honge ab aap ko kai Social Media Network ke Option Show ho rhe honge aap chahe to Sabhi Social Media ko Connect kar sakte hai. Mai yha pe Twitter se Connect karne ke baare me btaunga Aap ko Saamne hi Twitter ke niche Connect ke Option pe Click karde.

Step5:- Ab aap ko Next page me Twitter ka Login Account Id Fill Karna hai or Login pe click kar dena hai.

Step6:- Ab aap job hi Post Published karvana chahte hai. Vo chij Paste karde or Add Queue pe niche click karde. Ab aap ko Upar Posts pe Click karke dekh sakte hai. Aap ko Niche Share ka Option de rha hoga aap Vha Click kar Share kar sakte hai.

Step7:- Ab aap ko Posts ke side me Setting ka Option Show ho rha hoga aap ko Setting pe Click karna hai. Vha aap ko Time Schedule Show kar rha hoga aap vha pe Click karde. ab aap Post Share karne ka Schedule Set kar sakte hai. Aap jaise hi Time Set karenge aap ko upar Message Save Schedule ka Show hote jayega.


Fir aap ke Set kiye Time pe vo Khud hi Aap ka Post Share kar dega. Aap Ek chij ka Dhayaan Rakhe Jha pe Days of The Week likha hua hai. Uske niche aap ko Turn off likha Show hoga use aap Turn On karde. Ab aap ka Post set kiye time or Days pe Share ho jayega.

Aap ko baki Social Site pe bhi Same Settinmg karna hai. Aap kisi bhi Social Site ko Automatically me Set kar sakte hai. Aap Jo bhi Schedule Set kare vo ek Best Time hona chahiye jise ki Aap ke Post jade log dekh sake.

Ok Friends Post ko Automatic Buffer se Social Site pe kaise Share kare Post me bs itna hi. Agur Friends aap ko ye Post Pasand aaya hoto Please Comment jarur kare. Aap ko kisi bhi Parkar ka Problem ho ya Aap ka Koi Question hoto Please Aap es Post pe Jarur comment kare mai aap ka Jarur help  karunga. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join jarur kare.

Post ko Automatic Buffer se Social Site pe kaise Share kare Post ko Automatic Buffer se Social Site pe kaise Share kare Reviewed by Rishav Rai on January 05, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.