Hi Friends
Aaj hm es Post me jaanege Post ko Automatic Buffer se Social
Site pe kaise Share kare. Ise phele bhi maine Post ko Automatic share karne ke
liye kai Website name hai. Jo Automatic post ko Share karne me help karta hai.
Aaj Hm buffer ke baare me Jaanege ki ise hm apne Post ko Automatic kaise Share
karte hai. Social site pe. Ise phele bhi maine aap ko btaya tha ki Automatic
Post share Website hmare liye kitna jaruri hai. Agur hm blogger or Youtuber
hai, To iska jarurat hme bhut baar padta hai.
Kai logo ne Automatic Share ko Lekar bhut Comment kiye hai.
Kai Website pe par unhe abhi tk ise ke baare me nhi pta lekin Friends aap
ghabraye mt mai aap ko yha pe Buffer se Rlated sare help karunga. Aap ko bs
mere btayegye Step ko bs Follow karna hai. Aap bhut hi aasani Se apne post ko
Automatically set kar sakte hai.
Agur aap es Tool ka use karte hai, To aap ek Hi baar me
sabhi Social media Network me share kar sakte hai. Ise tools me aap ko or bhi
kai Option diye jate hai. Aap isme time bhi set kar sakte hai. Aap jo time set
karenge us time .pe aap ka Post Social Site pe Khud hi Post ho jayega. Or sabse
khass baat ye Bilkul Free hai. Ye time set kiye hue time par Automatically post
kar deta hai. Sabhi Select kiye gye Social Site pe Aap ko isme bs Schedule Set
karna hota hai. Man lo aap ke 3Hour ka Schedule set kiya hai. To ye hare k 3Hour
ke baad Aap ke sabhi Social Site pe Post Share kar dega.
Buffer App use kaise Kare
Aap ko mere btaye jaane wale Step ko thik se Follow karna
hai. Jise aap ko Sinup or Schedule set karne me koi Problem n aaye.
Step1:- Sabse Phele aap ko buffer ke website pe jaana hai www.buffer.com
Step2:- Ab aap ko buffer.com ke Home page me Center pe aap
ko Signup ka Option de rha hoga aap vha pe click karde.
Step3:- Ab aap ko Signup karne ke liye kai Option diye
Jayenge. Aap Email Id se bhi Signup kar sakte hai. Email Id Fill kar ek Password
fill karde or Signup ke Option pe Click karde.
Step4:- Ab aap buffer ke home page pe aa gye honge ab aap ko
kai Social Media Network ke Option Show ho rhe honge aap chahe to Sabhi Social
Media ko Connect kar sakte hai. Mai yha pe Twitter se Connect karne ke baare me
btaunga Aap ko Saamne hi Twitter ke niche Connect ke Option pe Click karde.
Step5:- Ab aap ko Next page me Twitter ka Login Account Id
Fill Karna hai or Login pe click kar dena hai.
Step6:- Ab aap job hi Post Published karvana chahte hai. Vo
chij Paste karde or Add Queue pe niche click karde. Ab aap ko Upar Posts pe
Click karke dekh sakte hai. Aap ko Niche Share ka Option de rha hoga aap Vha
Click kar Share kar sakte hai.
Step7:- Ab aap ko Posts ke side me Setting ka Option Show ho
rha hoga aap ko Setting pe Click karna hai. Vha aap ko Time Schedule Show kar
rha hoga aap vha pe Click karde. ab aap Post Share karne ka Schedule Set kar
sakte hai. Aap jaise hi Time Set karenge aap ko upar Message Save Schedule ka
Show hote jayega.
Fir aap ke Set kiye Time pe vo Khud hi Aap ka Post Share kar
dega. Aap Ek chij ka Dhayaan Rakhe Jha pe Days of The Week likha hua hai. Uske
niche aap ko Turn off likha Show hoga use aap Turn On karde. Ab aap ka Post set
kiye time or Days pe Share ho jayega.
Aap ko baki Social Site pe bhi Same Settinmg karna hai. Aap
kisi bhi Social Site ko Automatically me Set kar sakte hai. Aap Jo bhi Schedule
Set kare vo ek Best Time hona chahiye jise ki Aap ke Post jade log dekh sake.
Ok Friends Post ko Automatic Buffer se Social Site pe kaise
Share kare Post me bs itna hi. Agur Friends aap ko ye Post Pasand aaya hoto
Please Comment jarur kare. Aap ko kisi bhi Parkar ka Problem ho ya Aap ka Koi
Question hoto Please Aap es Post pe Jarur comment kare mai aap ka Jarur help karunga. Hmare Social Media Network ko Like,
Share or Join jarur kare.
Ye Bhi Padhe.
* Blog Post ko Automatic Social Site Par Publish Kaise kare
* BitCoin Buy and Sell karne ke Best Trading CryptoCurrency Website
* Blog Post ko Automatic Social Site Par Publish Kaise kare
* BitCoin Buy and Sell karne ke Best Trading CryptoCurrency Website
Post ko Automatic Buffer se Social Site pe kaise Share kare
Reviewed by Rishav Rai
on
January 06, 2018
Rating:
No comments: