Hello Friends,
Aaj mai aap logo ko es post me School me ho rhi dada giri ke bare me btaunga. Ye Post un School walo ke khilaf hai jo School abhi bhi apna dada giri dikha rhe hai.School Wale dada giri kise dikha rhe hai.
Jabki Government ne ye khe diya hai ki. koi bhi School me Book, Copy or bhi jo School Work Se Sambandh Rkhne wale chijo ko Government ne School. me Bechane se mna kar diya hai. Par abhi bhi kai School wale ye baat nhi mman rhe hai. ab to chote School wale or jade Hawe me aa rhe hai. Kai School wale 1Cover ka Rate 10Rs lga rhe hai. Cover me School ki sari details hai. us Cover ka rate 10Rs aagur es trhe rha to Garib log to Apne Bacho ko Padha nhi payenge. Ya fir vo apna ek time ka Khana Chod denge or Bacho ki jarurat puri karenge. Mai es Post ke Jariye ye btana Chahta hu ki abhi bhi School wale Parents ka Gardan Katne Me lge hai.Government ko Kya karna Chahiye.
Government ko ek baar fir se School ke baat ko lekar Gour Karna ho ga Or ab Sakhti se es Parkar ke School Walo ke Samne Aana ho ga nhi to School wale Parents ki jaan maar lenge. Government ko Jaldi Se Es baat pe gour karna chahiye nhi to School ke es kartut se Baccho pe bura asar padega or fhir Parents pe Or fhir kai Parents Bachon ko Padhana chor denge or fhir hmare desh ka bhawis kharab ho jayega. Kai Parents apne Baccho ko Chote School me daalenge jin ke pass vo thik se Padhe nhi Payenge or ese sabko Problem hoga.
Parents Ko kya karna Chahiye.
Jo School Apne demand badha rha ho,Ya Parents ko Pareshan kar rha ho, Ya Apna dada giri dikha rha ho Parents ko to Parents ko Apne bache Nikal kar Koi badhiya Government School me daalo jise ki un School walo ko unki Oukat pta chale sake.
Or Aagur Government School wale thik se n Padhaye to uski bhi Sikayat kare. Aagur to bhi n ho to app Mujhe Comment kare meri team aap ki puri help Karenge hm es Khabar ko Paper me daalenge or aap ki Jankari Gopniye rhegi jise aap ko koi bhi Problem nhi hoga. Mere Team ke do log hai. Ek Media News me kaam karta hai. Or Ek News Paper me.
Aagur koi Private School wala bhi Aagur aap ko Paresan karta hai. To hm uski bhi khabar News walo ko denge. Jise si Aap ki Puri help Ho gi
Ok friends, Ye Post Aagur Pasand Aaye to Please Like, Comment and Share Jarur kare.
Niche aap logo ke liye Or bhi Important Post hai. Aap Jarur Padhe.
School Ki DadaGiri Kaise Khatam Kare.
Reviewed by Rishav Rai
on
May 02, 2017
Rating:
No comments: