Custom Permalink kya hai or Blogspot me Kaise Use Kare

Hi Friends

Aaj hm es Post me Jaanege  Custom Permalink kya hai or Blogspot me Kaise Use Kare. Friends Ye Question Kai Blogger Puchete hai. Permalink kya hai, eske kya fayde hai or ise Kaise use kare. To friends aaj mai aap ke Sabhi Question ke Jawab Es Post me Dedunga. Permalink Se aap apne Post Link ko Edit kar sakte hai. Fir Aap apne Post Link Ko apne According set kar sakte hai. Jise Parkar Ka Aap ko Link Chahiye or Post Link Edit kar aap Apne Post ko Google ke Search Me la sakte hai. Jise aap ka Post Google ke Search Engine Me Jaldi Aayega aap agur main Word Ko Target karte hai to. Chaliye hm ese Or Asche se Jaan lete hai.

www.suryarishavrai.blogspot.com

Custom Permalink kya hai.

Custom Permalink Blogspot ke Andur hi di gyi Service hai. Jise aap Post Likhte samye apne Post link ka url change kar aap apne mutabik change kar sakte hai. Aap 2Tarike se Postlink Change kar Sakte hai. jinme se Post Likhte samye Change karne ka Tarika Bhut Aasaan hai. Or Permalink Option use karne se Aap ka Postlink bhi SEO Friendly ho jata hai. Agur aap Best KeyWord Use karte hoto.

Custom Permalink Seo ke Liye kyo Best hai.
Aap agur apne Postlink mese Faltu ke Word Ko Remove kar dete ho or Postlink ko Edit kar Aap agur Post me Best KeyWord Choose karte hoto aap ka Post Google pe Jaldi Rank karega or Aap ka Post bhi Seo Ho jayega. Aap agur Easily Word Likhte ho Permalink me to aap ka Link Aap ke Visitors Ko Yaad Ho jata hai, Or Vo aap Ke Post ko Jaldi Se Open Karlete hai. Aap apne Post me jo Post Title Diye Hai. Use Related hi milta julta aap apne Post ke Permalink me use Kar sakte hai.

Custom Permalink kaise Use kare Postlink change karne ke Liye.

Jaisa ki Friends Maine Aap ko upar Btaya Tha ki aap Custom Permalink ko 2Method se Change Kar sakte hai. Es Post me mai aap ko Post Published karne se Phele Permalink set karne ke baare me bta rha hu.

Permalink change karne ka features bhut hi best hai. ise aap ko bhut jada help milta hai. apne blog ko SEO karne ke liye.

Step1:- Sabse Phele aap www.blogger.com pe login ho jaye.


Step2:- Ab aap ko Ek Post likhna hai or uska Title likhe de job hi aap Title Rakhna chahte hai.

Step3:- Ab aap ko Right SideBar me Permalink ka Option show Ho rha hoga uspe Click kare.

Step4:- Ab aap ko Custom Permalink pe Click karna hai. Vgha pe Aap ko Custom Permalink ko Select karna hai.

1. Ab aap jo bhi Permalink Use karna chahte hai. Aap Type kar sakte hai, aap jo Bhi permalink me Word type kar rhe hai. dhyan rakhe Vo Word Aap ke Post Title Se Milte julte word ho.

2. Type karne ke baad aap ko Done pe Click karna hai.

Example:- Jaise aap ne Ek Post Likha jise ka Title hai. Custom Permalink kya hai or Blogspot me Kaise Use Kare.
Ab aap Agur apne Post me Permalink Edit karenge to aap ko ( /2017/10/custom-permalink-kya-hai-or-blogspot-me.html) kuche es Parkar se Show hoga. Aap Agur Ese Change karna Chahte hai. Thora Chota ya Koi Word Htana Chahte hai to aap hta sakte hai. Or Title se Related KeyWord Use Kar sakte hai.

Notice

* Aap Jo bhi KeyWord Permalink me use Kar rhe hai vo sare KeyWord ke Biche me “-“ ka Symbol use karna jaruri hai.

* Aap ko Permalink Me use Kiye sare KeyWord small later me hi hona chahiye. Capital Latter sahi nhi rhega. Aap Example me bhi dekh sakte hai.

* Aap Permalink me Number jaldi use na kare. Emergency hone pe hi Number ka use kare.

* Permalink me Title se hi Related KeyWord ka use kare. Nhi to aap ka Post Rank Nhi karega.



Ok Friends Aaj ke Custome Permalink kya hai or Blogspot me Kaise Use Kare Post me bs itna hi aap ko ye Post Pasand aaye ya Aap ke Liye ye Post Helpful Rha ho to Please Es Post ko Share or Comment jarur kare. Aap ko kisi bhi Parkar ka Problem ho ya Aap ka koi Question hoto Please Aap Mujhe Comment kare. Mai aap ka Help Jarur karunga. Hmare Social Media Network ko Like, Share or Join Jarur kare.

Custom Permalink kya hai or Blogspot me Kaise Use Kare Custom Permalink kya hai or Blogspot me Kaise Use Kare Reviewed by Rishav Rai on October 07, 2017 Rating: 5

1 comment:

  1. Nice article..but is there any way to edit permalinks for published areticles…Anyways Thanks for sharing....

    ReplyDelete

Powered by Blogger.