Blog Me Labels Gadget Kise Use Kare.

Hi Friends,
Aaj Ki Post me mai aap ko Btaunga ki Blog me Lables Gadget Kise Use kare.
Aap Ye Post ko Thik se padhe Please.
Blog me Lables Gadget Lagana bhut jaruri hai.Kyo ki jo Visistor hmare Website Pe Aa rhe hai.  Unko Koi bhi Post dhundhne. Me Problem n ho Aagur Hm Blog me Lables Gadget Use karte hai. To unhe jise ke baare me Post chahiye Use Related Lables Pe Click kar Apne kam ka Post Read Kar sakte hai. Visitors ko koi bhi Problem N ho Ise Liye Lables ka Use Karte hai.
    Blog me Labels Gadget Kise Use Kare.
1. Phele Aap Blog me Login ho jaye.
2. Login hone ke baad aap Layout me jaye.
3. Layout me Add Gadget pe Click kare.
4. Abe Aap Scroll kar ke Niche ke side jaye.
5. Bhir aap ko Labels likha hua dikhega use ke samne Plus ka Nisan show ho rha ho ga use pe Click kar de.
6. Abe aap jab Plus pe click kar denge to bhir aap ke samne abe jo Page khulega use me aap ko kujhe bhi nhi karna hai. aap abe Save pe Click kar de.
7. Aap ke Website pe Abe Labels Gadget lge chuka hai.
8. Aap apne layout me Labels ka gadget Check kar sakte hai. Ya bhir aap ke pass 2Tricks hai ki Aap apna website On Kar ke dekh sakte hai. Labels aap ke Website pe Lge chuka hoga.
Aap ko ye Post kisa lga Please Comment kar ke batao.
Aap ko ise Post se Related ya Or Koi Problem ho to aap mujhe Comment kare.

Blog Me Labels Gadget Kise Use Kare. Blog Me Labels Gadget Kise Use Kare. Reviewed by Rishav Rai on August 06, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.