Hi Friends,
Aaj mai Aap ko About me widget blog me kaise use kare ke bare me Knowledge dunga.Vaise to aap aap ise ke Name se hi Samajhe gye honge ki About me widget blog me kaise use kare Ka Matlab kya hota hai.
About Me Widget Blog me Kaise Use Kare, About me ke fayde.
Bhir bhi mai bta deta hu About Me Widget Blog me Kaise Use Kare or About Me ka Matlab Kya Hota hai. Aap ko apne baare me Apne Friend,Visitors, ya Or kisi ko btana.Ta ki aap ko samajh sake.Use me aap ko apna full Information Dena hota hai ki Aap karte kya ho,Aap ne Study kha tke kiya hai.Etc Baate aap ko apne se Related btana hota hai.Taki aap ke Visitors ko pta chale sake ki aap kha se ho kya karte ho.Or Jo kujhe aap ke pass batane ko hai apne baare me or apne Blog ke baare me aap bta sakte hai.
About Me Widget kaise use kare.
Step1:Aap apne Phone ya Pc ke Browser me www.blogger.com Search Kare.
Step2:Aap abe dashboard >>>Layout pe click kare.
Step3:Abe aap +Add a gadget pe click kare.
Step4:Aap Profile Pe Click kare.Or aap ko use me sirf Add Location pe trick pe click kar save kar de.
Step5:Aap bhir se baahr Layout pe aa jaye. Vha pe About Me ka Gadget Show hone lga ho ga.
Step6:Aap apne Website Search kar kar Niche dekh sakte hai.View my Complete Profile Pe Click kar Edit kare. Aap yha pe apne baare me likh de.
(Example:Apna Name, Apna location, Apna Gmail Id, Aap apna jo bhi Visitors ke sath share karna chahte hai bhar de) or bhir last me Generate a new question Pe tik kar de or Save Pe Click kar de.
Abe aap ke WebSite Pe Show Hone lagega. Aap Check kar sakte hai. Mujhe Umid hai aap ko samajh aa gya ho ga aagur bhir bhi koi aap kp Problem hai to aap mujhe Comment kar sakte hai.
Ye Post kisa lga Please Comment kar ke btaiye.
ABOUT ME WIDGET BLOG ME KAISE USE KARE.
Reviewed by Rishav Rai
on
June 21, 2016
Rating:
No comments: