GOOGLE SITE MAP KAISE BANAYE.

Hi Friend,

Aap ko mai aaj ke Post me Google Site Map ke baare me Btaunga.

              Google Site Map Website ke liye Ku jaruri hai.

Free Website banane ke liye ise Link Pe Click Kare.

 Youtube Video bhi dekh Sakte hai. Ki kise Free Website banate hai.   
       
      Google sitemap website ke liye bahut jaruri hai kyuki sitemap google search engine ko humare blog ya website ke bare me batata hai. isme aap sirf 500 page add kar sakte hai.
  
Google Sitemap Kya Hai or Ye Kyu Jaruri Hai?

     Google sitemap ek file ki tarha hai.Jisme hme apne website ke 500 pages ko add kar sakte hai. Sitemap ka kaam website ke pages ko google sahit sabhi search engine tak le jana hota hai. agar aap chahte hai ki aapki site bhi google search engine me aaye to google Sitemap Pe Id banaye.Or blog ke sath jode.

       Blog Ke Liye Sitemap Kaise Banaye?

Sitemap Banane ke Liye Mujhe Step By Step Follow Kare.

Step1:Sabse Phele aap Google Site map ke Site pe janne ke liye yha Click kare.




         1. Aap apna blog ka url dale jaise
              www.kyakaise.com

          2. Always select kare.

          3. Use server's Response Pe Click
          Kare.
          
          4. Automatically calculated Priority
              Pe Click kare.
          
          5. Start Pe Click kar de.

                                    Aap jo abe Niche Three Image dekhe rhe hai.

         1. 1Image hai use me aap ka Sitemap Progress kar rha hai.



            2. 2Image Me aap ka Site map Tyar    ho chuka hai.



            Aap ka SiteMap Link kujhe Ise Parkar ho ga. http://www.kyakise.com/sitemap.xml
      
           Aap bhir Screw kar ke niche chale jaye.    
         3.


                         Image me jo aap dekh rhe hai.
         Aap ke Website ke Sare Pages Download ke liye aa jayenge.

          Aagur aap Apne Email Id me daalna Chahte hai ye sare Pages to Vo bhi aap kar skte hai.

         Buse aap ko Niche Apna Email Id Daalna hai. Or Send SiteMap pe Click kar                               dena. Or aap ka Pura data aap ke Email Id Me Clale Jayega.

          .                   Abe jaan hi chuke hai ki Google Sitemap kise banta hai.

         Aap ko koi Bhi Problem ho to aap Mujhe Jarur Btaiye.

                                 Or

         Aap ko Ye Post kisa Laga Please Comment kar batana n bhule.
 
         wifi Password Kise Hack kare Janne ke Liye Ise Link pe Click Kare
GOOGLE SITE MAP KAISE BANAYE. GOOGLE SITE MAP KAISE BANAYE. Reviewed by Rishav Rai on July 03, 2016 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.